Name :- second space
Problem :- people need to build their own house in cities like bangalore but they can't find the land, if they find the land cost is huge and etc...
Sol...:- our team talks to already existing house owners to build another
koi bhi mere se finance ki sahayata le sakta hai main uske business ko aur aage badhunga main thekedar hun ghar mein paise Hain koi dikkat nahin hai main sabke business ka badha sakta hun
My idea ye he ki hame har area me ik agent ko rakhna chaiye jo Flipkart Amazon jaise parcel uske dhukan ya Ghar me rakh sakhe
Or jo oder Kiya he oh vaha Jake apana parcel collect kar sakhe
2 replies5 likes
Yash Kumar
•
Fiverr • 8m
Sometimes I just think..
Yaar last year khatam hone wala h and abhi tak koi preparation nhi h..
College ke bad ghar job na milne par ghar me kya kahenge...
Aisa situation aur kon face kar rha h batao. Yar fir Seniors kuch tips dijiye aap log ka
See More
3 replies5 likes
Ayushman Singh
Stealth • 8d
Rental Business for Party Equipment: Ek aisa business jo logon ke har tarah ke parties aur events ke liye equipment rent par de. Jaise ki tables, chairs, lighting, sound systems, photo booths, aur even decoration items. Matlab log apne ghar ya chhoti
main rehab centre chalana chahta hun uske liye investment bahut jaruri hai aur acchi Nigam hai koi bhi bhai Meri help kar sakta hai aur uske liye hamare ko Paisa chahie Baki mere ko 12 sal hoke is line mein pura experience hai kam karne ka licence le
See More
1 replies1 like
Yadav Pawan
Stealth • 1m
hi guys
so main first of all medial pe new hu, but mere pass ek startup idea hai .
usually hum log apne wahi same types ke 'phone covers ' use karke borr hoo jaate hain . aur jabtak vo fatha nahi tabtak hum log use change bhi nhi karte . agar hum l
🌟 Meet Meera, Your Average Overworked Professional! 🌟
Meera ka din shuru hota hai early morning meetings se aur khatam hota hai late-night emails pe. 👩💻 Uske busy schedule mein, self-care aur healthy habits ko follow karna mushkil tha.
Phir ek
mere pass ek bohot hi aadhunik aur reliable ek technique hai jisse hum 1 saal bohot hi bada manufacturing business kar skte hai me jaanta ho humare 142 core jansankhya ka Desh Hai hai usme se sirf 5 %hi reach insaan hai 95% middle class or usse ni
See More
2 replies3 likes
Arjun yadav
Stealth • 1m
doston mere pass ek idea hai aur idea hai labour app ka is app ke madhyam se aap recharge kar sakte hain Jo aapka recharge ya transfer karne per Paisa lagta hai vah Nahin katega Sathi ise aap labour higher kar sakte hain isase aap apne ghar ki marmma
See More
3 replies1 like
Arjun yadav
Stealth • 2m
main YouTube ka computer Lana chahta hun uske liye mujhe sabse jyada paisa ki jarurat hai computer khada karna aur India duniya ka largest social media consumer Desh ban chuka hai to iske liye sabse jaruri hai ki ham India ka Aisa video platform shur