Hey! Remember I made a post about describe your startup, and 2 winners will get free planners from my side.
I have selected 2 winners -
1) Ramesh 🙏
2) Nawal 👀
Dm me to claim your offer
Anonymous 1
Stealth • 8m
Bhai ramesh gaon Gaya hai, mereko dedo uska planner main usko de dunga
meri passing my idea hai
bhai ek imandari wala business ek hi hota hai jo ham karne ke liye aapke sath hai mere pass ek jabardast second hand kar ka business hai jo ham Apne customer ko 50% mein de sakte hain gadi ismein hamara jo bhi mere sath jude
See More
0 replies
ROHAN
Stealth • 13d
Hello iam from Kolkata. & me not speaking & talking more english that reason me talking Bengali ya Hindi so let's go...
i have a good business idea. ham logo ke yahan pe ek Bohut achhe Buisness chal raha hain. sirf hum logo ke yahan pe nahin lagbhag
See More
0 replies4 likes
ROHAN
Stealth • 14d
Hello iam from Kolkata. & me not speaking & talking more english that reason me talking Bengali ya Hindi so let's go...
i have a good business idea. ham logo ke yahan pe ek Bohut achhe Buisness chal raha hain. sirf hum logo ke yahan pe nahin lagbhag
Hello iam from Kolkata. & me not speaking & talking more english that reason me talking Bengali ya Hindi so let's go.....
i have a good business idea. ham logo ke yahan pe ek Bohut achhe Buisness chal raha hain. sirf hum logo ke yahan pe nahin lagbh
Aaj kal sab AI AI.. AI bot chila rahe he lakin kya kavi kisi ne ye socha he ki AI me jo vi ho raha he bo english me ho rahe he HINDI ka kahi vi namo nisan he hi nahi Or agar he vi to buss bo dekhabati, upperse INDIAN COMPANIES jo AI me kam kar rahi h
See More
2 replies6 likes
Sunny Sharma (Mr.sunnysharma)
Stealth • 4m
Hello I am Sunny Kumar Sharma. Aap log Har Koi jaanta hai ki aaj ke Daur mein business bahut important Ek point hai jo aaj ke Daur mein Ek tarah ka Aisa system ho gaya hai jo business ke karodon rupiece Kama sakte hain to v
See More
7 replies4 likes
Inactive
Stealth • 3m
So, scene yeh hai – main 17 ka hoon, college mein apni Xerox aur assignment-writing jugad chala raha hoon along with startup. Pehle toh sirf doston ki help ke liye shuru kiya tha, but ab soch raha hoon ki isko full-on business mein badla jaye. Kyun s