Hey frnds..
Abhi mera side business ke liye kuch puchna tha
Mere pass Costumise watter bottle napkins
and food Packing Jisme hum Restaurants ki Branding karke dete hai Axa chal raha but abhi mujhe usko Lucknow ke bahar bhi start karna hai how can I
idea for take care old people,
jinke bache job k liye kisi v karan se bahar rahate hai jinke parents ghr per akele rahte hai paisa to hai unke pass lekin itna kr nhi shakte ...ager hm monthly fee charge kr k unse unki choti badi chizo ka khayal kare
See More
3 replies3 likes
Sachin Patil
Stealth • 3m
Once the Amir Khan said Tu Andar Hi Reh Bhai Bahar Bohot Circus Hai🥹🥲😂
Arre arre, kya business karne chale, wo bhi bina website ke?
Aaj kal sab online hai, bhai!
Aapke competitors toh web pe full swing mein hai, aur aap... ab tak offline?
Kya, website banana nahi aati?
Chinta mat karo – hum hai na!
Aajao, banadunga – w
See More
0 replies3 likes
Chal Kuch Padhe
Stealth • 3m
Hostel aaya tha.. Apne College ke classes karne.. yaha aate hi Itni Baarish hui ki.. Hostel ke bahar Flood aa gaya.. aab na College jaa sakta hu na kahi aur.. Kya Karu ? #BadNewsinVaranasi
Me suraj pandey. Jharkhand dhanbd ka hu
Mera chhota sa chocolate and candy ka manufacturing hai jo pura pariwar milkar chalta hu . Me apne company ko bada krna chahta hu. Me bank me bhi koshish kya but budget se km hone ke karan me nhi liya. Kya aa
See More
2 replies6 likes
Harsh Gupta
Stealth • 9m
Hey medial Team 👋
I want to raise an issue
Apka algorithm ko individually posts ko recommended Karna chaiye kyuki , Mann ligiye Ki last 10 min mein bahut sare question and post aye , tho Abhi ke hisab se Kya hoga Ki , Jo sabse phele post kiya hog
“ Ager vo aisa kar raha ha , tho ma bhe aisa kar ke vaise ban jayuga , tho Aisa ho jayega fir ma bhe ameer ban jayuga ”
Thapad mar ke bhaga do aise logo ko 🤡
I brainstormed an idea to minimise RTO (Return To Origin) .
(I am taking example of Apparel brand)
My idea is ......
Ham soche Hai Ki , ham customers ko ek facility dete Hai jisme purchased product ke 6 ya 12 months baad woo chahe tho hamre offline