Want to do something, but not getting motivation 💵💰
Anonymous 4
Stealth • 8m
Zindagi bhar motivation ke liye bedhe rahena or dusro se lena khud kuch mat karna ....jisko reality ma kuch karna hota ha na vo motivation ki bheek nhi mangta ha .....
“ Karne Wale kar ke chale jate
Bhokne Wale bhokte rahete ha zindagi bhar "
Today I learnt life lessons
Be pratical and jitne aukat ho or khud ke peche backup ho utna he bolo strategic planning ke sath life jiyo ...... Har ak possibilities check karo Varna ....ye India ha ..... Law kuch nhi hota ha .... Serf paise or fame
Hey frnds..
Abhi mera side business ke liye kuch puchna tha
Mere pass Costumise watter bottle napkins
and food Packing Jisme hum Restaurants ki Branding karke dete hai Axa chal raha but abhi mujhe usko Lucknow ke bahar bhi start karna hai how can I
Zindagi ke safar mein, jo raaste hum chaltein hain, woh aksar ajeeb hote hain. Kabhi muskurahat bhare, toh kabhi dard se bhare hue. Har mod par naye sapne bante hain, aur purani yaadon ke dhaage tute hain. Kuch lamhe hote hain jo hamesha yaad rehte h
Hey if anybody know the name of that snack or powder then please tell me ?
Purane time ma ya fir abhe bhe kuch log ak powder ya snacks khathe ha ....jisko khane ke baad hamre tougue ( jeeb ) ma ajeeb se bubble ane lagte ha .....or ajeeb sa unique e
See More
2 replies5 likes
First war music
Stealth • 18d
i need a app developer for my idia
current me jo bhi delevery app uski kuch na kuch problem hai like high price demand high hone per delevery boy ka na milna parcel khona damage ho chandani chowk jaise bhir-bhar wale area rider milne me deri hona
See More
2 replies1 like
Ankit Dubey
Stealth • 9m
Advice by Senior to Junior 👇🏻
Biggest mistake you can make as a college student → waste your time
1. College kabhi nhi aega vapas
2. Internships kabhi nhi aengi
3. Itne chances kabhi nhi aenge
4. Upskill ka time nhi milega itna
5. Itna kuch e
See More
0 replies6 likes
Harshwardhan singh
Stealth • 23d
simple phle Hindi me bata du phir English me likh dunga
suno Mera naam harsh h or me 19 saal k hu
or mujhe aage Jake bhaut paisa earn karna ha uske liye me daily research karta hu toh ek din mujhe do business ke bare me pata chala
1st drop shipp
See More
0 replies3 likes
Amanat Prakash
Stealth • 3m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email