Meri 12th(pcm) hone waali hai or btech krne ki Sochi hai to cse Lena abhi thik hai kyoki ai bhot chal rha hai abhi or mene coding kabhi nhi ki
Any suggestion?
1 replies5 likes
Raja Bhai
Stealth • 2m
Koi batayega hota kya hi is app me kaise kya krna hi jaise add dekha tha vaise kuch to ni lg rha hi ki koi kisi ke idea me funding ya investment krta hoga
1 replies2 likes
Harsh Singh
Stealth • 1m
Relative: "Aur kya plan hai? Kuch socha hai future ka? Ek achhi si naukri kar lo, life set ho jayegi."❓
Me: "Hmm, startup kar raha hu apna. Job karne ka socha nahi abhi."
Relative: "Haan, kaunsi job mil rahi hai tumhe? Hahaha! Kyu time waste kar r
City mai sab log pa ket ka dudh khate hai. Jaise ki amul, mahananda. Packet ka dudh sehat ke liye hanikarak hai. Kyun ki us dudh mai milavat hoti hai jaise ki costic soda, melamine, urea, sugar, ya fir dudh hi duplicate hota hai.
So my idea is:- hu
See More
11 replies8 likes
Amanat Prakash
Stealth • 2m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email
See More
13 replies5 likes
MD. SAQIB
Stealth • 7m
The idea which I shared earlier with you all of watchkhareedo.com. Grocery selling platform blinkit has now announced that now they will deliver lenskart products in 10 minutes. This shows ki idea mei scope toh hai😂. Anyways according to me blinkit
See More
2 replies3 likes
Lokesh Kumar 4-Yr B.Tech.: Civil Engg., IIT(BHU)
Stealth • 5m
Hamari aak 5k social media following hai YouTube hamari aak specific category me aur is type ka content abhi tak koi nhi banata hai aur na hi koi hamre jaisa ban skata hai kyu ki iske liye Jo knowledge aur tech chahiye wo hamre pass hai but aab ham i
See More
2 replies4 likes
Aakash Kant
Stealth • 3m
Zindagi ke safar mein, jo raaste hum chaltein hain, woh aksar ajeeb hote hain. Kabhi muskurahat bhare, toh kabhi dard se bhare hue. Har mod par naye sapne bante hain, aur purani yaadon ke dhaage tute hain. Kuch lamhe hote hain jo hamesha yaad rehte h