Back

Rohan Saha

complicated Investor • 12m

Jitne brand ajj tak shark tank me gaye he pata nahi qq sab ke sab unke merchandise bun Ke rah gaye hain... Unki individual identity ab shark tank ke alaba kuch or he hi nahi, website se leke social media har Jagah pe uske through hi promotion chal raha he. Or normal retail investors vi eske Piche Pagal ho gaya he ki avi humko startup me investment karna he lakin usme kitna risk he bo en sab chijon ko dekhte tak nahin hai in simple in short term me bhale hi business ko success mil jaye but in long run ho sakta he kuch acha na jaye or bo deakh vi raha he bohot sare company me. Or retail investors jinhone ₹5000-₹10,000 SAR me dale thea bo to avi loss utha hi rahe he.

4 replies7 likes
Replies (4)

More like this

Recommendations from Medial

Image Description

Rohan Saha

 • 

YouTube • 11m

Aaj kal sab AI AI.. AI bot chila rahe he lakin kya kavi kisi ne ye socha he ki AI me jo vi ho raha he bo english me ho rahe he HINDI ka kahi vi namo nisan he hi nahi Or agar he vi to buss bo dekhabati, upperse INDIAN COMPANIES jo AI me kam kar rahi h

See More
2 replies6 likes
Image Description
Image Description

Rohan Saha

 • 

YouTube • 11m

NCD IPOs ke market me agg lag chuki he Edelweiss M Fincorcp MO sab avi public se fund raise kar rahe he lakin asli bat he intrest rate ka jo ki bohot kum he MO ka but fir vi ye deakh ke acha lag raha he ki NBFCs, MF homes,....banks or HNI ko cho

See More
3 replies7 likes
Image Description
Image Description

Rohan Saha

 • 

YouTube • 11m

Kuch vi puch lo ense jabab same he or fir end me bolta he "feel free to ask" Free ka gyan vi nahi he esme avi tak

3 replies6 likes
Image Description
Image Description

Rohan Saha

complicated Investor • 6m

avi vi ye problem solve nahi hua yar medial balo kya kar rahe ho mera account 2nd pe he or jisne mere account ki copy mar Li bo 1st pe aa raha he search me... batao kal to usko real bolke mera account delete karba dogee yar,,, founders--team 4-5 mahi

See More
5 replies5 likes

Rohan Saha

complicated Investor • 7m

Logg india ke real estate market me to invest kar rahe he lakin uske sath furniture market me invest karna bhul gaye he.... India ki furniture Market bohot bari he lakin ajj vi bohot Kum investors hi uss sector me invest karte he

0 replies4 likes
2

Rohan Saha

 • 

YouTube • 11m

JM FINANCIAL PRODUCT, IIFL FINANCE ke bad avi RBI ne KMB pe vi action le liya 🙃🙃 RBI pure mood me he.

0 replies6 likes

Rohan Saha

 • 

YouTube • 10m

Kya lagta he SEBI ne jo avi private NCD placements ko ₹10K ki face value ki permission de di he, kya usko companies follow karengi ya fir bo ₹1lakh ke face pe hi rahingi....

0 replies2 likes

Rohan Saha

complicated Investor • 28d

hal to mera vi yehi hai avi ke time pe 😂

0 replies3 likes
Image Description

Rohan Saha

 • 

YouTube • 10m

Kya log avi cryptocurrency me invest karna band kar diye he kya??? 🧐🧐🧐 bohot dino se kuch sune me nahi aa raha he uska... WEB3 ye kar dega bo kar dega kaha geya sab AI aa geya uske bad to.... 🙃

1 replies3 likes

Rohan Saha

complicated Investor • 7m

"Ola E" ke listing deakhke me ek hi chij bolunga investors ko.... valuation ka name suna he ya fir uska sarbad bana ke pii gaye ho...

0 replies2 likes

Download the medial app to read full posts, comements and news.