Kya yesi koi device bani hai abhi tk ,jise apne Pass rakhne se hame samne wala Jo hamara sath galat krne aaya uske galat krne se phele hi wo device hame bata de ,yesa koi device hai then plz comment
5 replies4 likes
ARUN ARUN
Stealth • 2m
mera Nam Arun hai or Me yaha naya hu or me Apko Ak Aase Business Idea le kar Aaya hu Direct Sealing Business mera ye Business kuch Sab Company se alag hai jaise ke Natwork marketing Sab Apna Product Nikalte hai Or uske Price bhoot Highest hoti hai
Thrifting busines is the best Business.
Is business ko shuru karne me 20k se 30k se kar sakte hai.
(Thrifting business) Koi bhi t-shirt, shirt pants, kurti kuchh bhi Kg ke bhao khareed kar aap sale kar sakte hai.
0 replies5 likes
Harsh Singh
Stealth • 1m
Relative: "Aur kya plan hai? Kuch socha hai future ka? Ek achhi si naukri kar lo, life set ho jayegi."❓
Me: "Hmm, startup kar raha hu apna. Job karne ka socha nahi abhi."
Relative: "Haan, kaunsi job mil rahi hai tumhe? Hahaha! Kyu time waste kar r
Bhai medial ke founders
Shares bechoge kya ??
kuch le deke price wo set karke .
3 replies5 likes
Bijay
Stealth • 5m
Ek esa website ya application ko local tent owner se jo bhi wedding, birthday celebration, special event,ho gaya endono ko connect karega
tent owner details dega
location
Item add karega Jo uske pass hai wo website ya application pe Jake
Cost
See More
3 replies4 likes
Ishu Gupta
Stealth • 1m
I want to start my own clothing business. mujhe print, web, marketing aur brand kaise bnana hai ye sbhi aata hai per mere pass sirf laptop nhi hai phone se kuch chize nhi ho pa rhi hai iski wajah se ruka hua hu koi help kar skta hai to btao profit bh
See More
1 replies3 likes
Shamsuddin Hamdule
Stealth • 13d
Arre arre, kya business karne chale, wo bhi bina website ke?
Aaj kal sab online hai, bhai!
Aapke competitors toh web pe full swing mein hai, aur aap... ab tak offline?
Kya, website banana nahi aati?
Chinta mat karo – hum hai na!
Aajao, banadunga – w
See More
0 replies3 likes
Chal Kuch Padhe
Stealth • 2m
Hostel aaya tha.. Apne College ke classes karne.. yaha aate hi Itni Baarish hui ki.. Hostel ke bahar Flood aa gaya.. aab na College jaa sakta hu na kahi aur.. Kya Karu ? #BadNewsinVaranasi