Can somebody guide me to create an app where people can invest in startup, stocks ( listed and unlisted shares) And art ( precious art like luxurious watches, antique) all in one app.
Rohan Saha
Stealth • 10m
Lakin SEBI allow nahi karengi dono ek sath ya to SEBI ke guidelines ke hisab se stock broker bun jao ya fir sef unlisted me focus karo... Or agar help chiye to LinkedIn me aao mere bat karte he yeha pe avi DM aya nahi he na...
Kya lagta he SEBI ne jo avi private NCD placements ko ₹10K ki face value ki permission de di he, kya usko companies follow karengi ya fir bo ₹1lakh ke face pe hi rahingi....
0 replies2 likes
Rohan Saha
Stealth • 9m
IPO ke pahle loss making company kya kuch nahi karti, sef profit main kam karna bhul Jaate Hain
0 replies6 likes
Rohan Saha
Stealth • 6m
Etne din ho gaye lakin ajj tak mene ₹10k ke face value pe koyi NCD private placement deakhne ko nahi mila....
Kya companies ₹10k ke face value pe bonds issue nahi karna chati?? 🧐🧐
0 replies5 likes
Ravi Handa
Stealth • 4m
SEBI employees have written a poem in their official complaint against the management.
Madam buri hai ya nahi, ye to nahi pata - ye pata hai ki unka waqt bura chal raha hai.
4 replies4 likes
Rohan Saha
•
YouTube • 8m
Etne din ye platform use karne ke bad mereko pata chal raha he ki me yeha pe Email, phone number kuch update hi nahi sakta.... Or mereko yad vi nahi mene account banaya kisea tha 😵😵😵😐
1 replies6 likes
Rohan Saha
Stealth • 10m
Indmoney ne mere ko har jage se ignore kar diya qq ki unke pass koyi jabab nahi he to me esko kya samju..me jit geya ya fir mene chor diya ???
aise SEBI me complain kiya he mene..
1 replies7 likes
Rohan Saha
Stealth • 7m
JM FINANCE orr IIFL FINANCE ko jaldi se alag revenue model nikalna hoga kuch na kuch nahi to in near future cash flow bigar jayega khas kar ke JM ka... But es sab kuch ke andar vi enke NCD pricing me kuch khas farak aya nahi he... RBI OR SEBI bara st
See More
0 replies5 likes
abdul muzammil
Stealth • 5m
Mai ek startup karna charaha hu construction material ka aap ghar se har chiz apni pasand ki dukan se order karsakte ho
Mujhe review chahiye ke ye chalegha ya nahi
Jitne brand ajj tak shark tank me gaye he pata nahi qq sab ke sab unke merchandise bun Ke rah gaye hain... Unki individual identity ab shark tank ke alaba kuch or he hi nahi, website se leke social media har Jagah pe uske through hi promotion chal ra
See More
4 replies7 likes
Rohan Saha
•
YouTube • 9m
Aaj kal sab AI AI.. AI bot chila rahe he lakin kya kavi kisi ne ye socha he ki AI me jo vi ho raha he bo english me ho rahe he HINDI ka kahi vi namo nisan he hi nahi Or agar he vi to buss bo dekhabati, upperse INDIAN COMPANIES jo AI me kam kar rahi h