Startup ki reality: "Don’t worry, sab set ho jayega... bas ek baar Google se padh lete hain."
0 replies2 likes
Dharm Ji
Stealth • 1m
india mea apna business startup chalu karan our chalu business ke liye funding investment Market se lena bahut hi muskil kam hai lekin ek team our group mea jud kar kam karne se yah sab bahut hi ashani se hal kar sakte hai our apne problem solve kar
See More
0 replies1 like
Amanat Prakash
Stealth • 5m
Note: Me bohut logo ko dhekhta hoon ki woh apne company ka share starting me hi de dete hain team members ko and mere according galat hain atleast samne wale ko 8-9 months lagane do tab do company me 1-2% if you want lekin usse phele dena mere acco
See More
8 replies3 likes
Priyaka Thakur
Stealth • 8m
Kya yesi koi device bani hai abhi tk ,jise apne Pass rakhne se hame samne wala Jo hamara sath galat krne aaya uske galat krne se phele hi wo device hame bata de ,yesa koi device hai then plz comment
6 replies4 likes
Vivek kumar
Stealth • 1m
ek new business idea hai aajkal sab log apna apna podcast banaa rahe hain Jo ki kafi लंबे-लंबे hote Hain itne sare pod cast itne lambe lambe Koi Nahin dekhna chahta ismein kya kar sakte hain AI ki madad se Ham isko text form mein convert kar sakte h
Zindagi ke safar mein, jo raaste hum chaltein hain, woh aksar ajeeb hote hain. Kabhi muskurahat bhare, toh kabhi dard se bhare hue. Har mod par naye sapne bante hain, aur purani yaadon ke dhaage tute hain. Kuch lamhe hote hain jo hamesha yaad rehte h
if you get chance to leave india will you leave it ?
I will !!
jaaha tax itna high hai
innovation ke nam pe only american companies ho i.e Fb,amazon, Netflix...
Manufacturing china shift ho gya ho ,khali
deshbhakti ka gun gaan Krna ho
baki product
Consistency is Key:-
Regular practice se hi success milti hai. Rozana thoda effort karo aur bada result milega. Chhote chhote kadam uthao, par rukna mat. Har din ek nayi shuruaat karo aur apne goals ki taraf steadily badhte raho. Consistency se hi
Jitne brand ajj tak shark tank me gaye he pata nahi qq sab ke sab unke merchandise bun Ke rah gaye hain... Unki individual identity ab shark tank ke alaba kuch or he hi nahi, website se leke social media har Jagah pe uske through hi promotion chal ra
See More
4 replies7 likes
Ubo Claim
Stealth • 2m
Jaisa ki Ham Sab Jante Hain India ki Abadi 140 karod hai aur Har Ghar Mein AC fridge washing machine geyser paint plumber atyadhi ki jarurat hoti hai repairing ki To Ham Apna Ek application banate hain jismein Ham yah service Rakhenge home appliance