mere idea se bhai business kar Raha hai mujhe fund ki jarurat thi to mene idea bataya to bole mai khud hi krunga
koi hai mere business mai investment karne wala
ab kya bole turnover me hi 30% laga diya, I don't know ye News sahi hai ya galat but agar aisa ho raha hai to ye galat hai, 1% TDS thik hai, but crypto assets ke tax thora kum i think kiya ja sakta hai
My Kabadi wale bhai was like "bhayya aap nhi kama paye apni degree ka!!! Mere toh kya hi kaam ayegi!!! Woh Newspaper ki raddi do! Dimag ki dahi 😤 na karo meri!!!
Coders ka kya hoga...
Mai kaise concatenation kaise karunga agar dollar naa hoto......
.
.
Aapko bhi dikkat ho toh comment kare iss Medial thread me:-----