Mujhe business start karne he lekin mere paas funding nahi hai koi partnership Karega marketing me karega or Sara work Mera hi rahega baki uska sirf money funding ka sath rahega koi aisa Banda hai to mujhse contact Karen
7 Replies
Naam me kya rakha he
Work for your Idea n... • 8m
agar koi kahe ki tumhara idea wasted hai nahi kaam karega to kya karna chahiye