#Stock Market scam influencers jo instagram & youtube par stock market ka video bana kar bol raha hai na ki mana mustang 🐎 la li and pura world travel kar raha hu or jo bhi public ya daka kar unka course la rahi hai ya post unka liya hai... jitna bhi influencer hai unka satha companies deal karti hai ki apa hamara app ka promotion karo and 1000 user apka COUPON CODE use kar ka hamara application par aa jaha to apko mustang 🐎 gift kar daga, then 2500 user aya to apko 3-4 country's ki trip hama daga, apko bhi asa maja lana hai to eka back story bano like ( I am very poor, I have no laptop and pc then mana phone sa stock market sikha and then kuda ki strength bani then profit huva then first pc ghare pa aya ya vo and na bana na ati hu to muja dm kar ma puri story ka satha script bhi da duga ) then acha khasa followers bana jaha and company kuda aa kar apka satha deal kara gi... it's me your pratik
Download the medial app to read full posts, comements and news.