Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
0 replies8 likes
Dr Saurav singh
Doctor by profession... • 3m
"These days, every random thought is being forced into a 'startup idea.' Bro, not every chai tapri needs an app."
jabarjasti ideas mat create karo yrr
5 replies2 likes
Aman Agrawal
Hey I am on Medial • 8m
Consistency is Key:-
Regular practice se hi success milti hai. Rozana thoda effort karo aur bada result milega. Chhote chhote kadam uthao, par rukna mat. Har din ek nayi shuruaat karo aur apne goals ki taraf steadily badhte raho. Consistency se hi
I mean the audacity few people have...
100 toppo ki salami bhi kaam pad jayegi inko
Pehle tho chutiyapa karo aur yahan aake gyaan jhado. Does it make sense? Absolutely not. Bhai the regret I have of introducing few people to medial😂
Aaj ke baad kabh
See More
4 replies7 likes
Akash Tiwari
•
AOL • 5m
UVP, Business Model, Team, Traction, Financials, Competitive Advantage, Risk Assessment, Vision aur Mission, ya Exit Potential ke baare mein mat socho.
Dhandha shuru karo, sab kuch field par samajh aa jayega. Sochne se nahi, karne se company banti h
See More
0 replies7 likes
Dr Saurav singh
Doctor by profession... • 3m
most of the ideas I see on platform is like
like
khud hi Problem banao khud hi uska solution do ,jo problem real me exist ni krti
jabarjasti ideas mat create karo
Find the Real problem,and uske bad socho
Dhandha kaise banega iske upar
6 replies3 likes
Shamsuddin Hamdule
Full Stack Software ... • 5m
Arre arre, kya business karne chale, wo bhi bina website ke?
Aaj kal sab online hai, bhai!
Aapke competitors toh web pe full swing mein hai, aur aap... ab tak offline?
Kya, website banana nahi aati?
Chinta mat karo – hum hai na!
Aajao, banadunga – w
See More
0 replies4 likes
Entrepreneur
If, in the end, we c... • 4m
Job vale chakkaro me se dhire dhire bahar aana chahiye.
Ab jisko koi kam aata hai jaise
Examples - 1. Mechanic, 2. safe, 3.Barber 4.small contractor ya ishi tarah Kisi ko groceries, kapde, ya koi bhi soap me sales man ka experience ho and data pata
See More
0 replies3 likes
Aditya Sahu
Big thinking always ... • 1m
EK AISE PLATFORM KI KALPNA KARO JO TUMHARI LIFE CHANGE KAR SAKTA HAI! 🚀
Socho agar tumhe apni personal ya professional life ke kisi bhi challenge me real, practical aur life-changing advice mil sake – direct un logon se jo woh situation face kar ch