yaha par ideas 💡 dena ya kisi ko batana kitna safe hai??? ideas hai mere pass par agar ideas dene ke baad kisi ne nhi partner banaya to kya 😑..... just asking not blaming to any one.... SORRY & THANKS 😊 🙏
"Ek AI app jo aapke notes ki images se questions generate kare, randomly puchhe, aur galat jawab par turant sahi answer bataye—kya aap ya aapke bachche ise use karna pasand karenge? 🤔"
Ek game idea hai – naam hai Ranbhomi. Dimaag, strategy aur thoda sa emotion mix hai isme. Par honestly, mujhe ye nhi pata ki kahaan se shuru karu, kis tool ka use karu, ya kaun help karega. Agar tu bhi game dev me interested hai ya guide kar sakta ha
UVP, Business Model, Team, Traction, Financials, Competitive Advantage, Risk Assessment, Vision aur Mission, ya Exit Potential ke baare mein mat socho.
Dhandha shuru karo, sab kuch field par samajh aa jayega. Sochne se nahi, karne se company banti h