Hi all want to make a startup based on Indian stock market …. Please suggest… first best 10 suggestions will be my partner of business
Rohan Saha
Stealth • 2d
khud se dhundo acha hoga kya karna hai ya fir kya nahi
0 replies
More like this
Recommendations from Medial
Vivek kumar
Stealth • 1m
ek social media app I want to develop bahut bada hit hoga idea hai mere pass kafi socha mene suruly hit hoga but develope karna hoga ek nahi do hain idea kaise kya karna hoga facebook x se bhi bada hit hoga abhi tak kisi ne nahi kiya hai
19 replies3 likes
Rohan Saha
Stealth • 17d
FIIs 2021 se selling kar rahe hai achea se dekho to FIIs nahi india companies ko acha result dena jaruri hoga...
0 replies6 likes
Rohan Saha
Stealth • 17d
jab me bekar ke post karta hu usme etne sare like comment aa jate hai or jab kuch acha knowledge bali bat karta hu tab 3-4 log vi deakhte hai samne kuch reaction ya fir khud ka POV dete hue Aisa qq hai...??
5 replies5 likes
Rana Barman
Stealth • 2m
kya esa ho sakta hai ki....ek AI hacker banaya ja sake jo choti moti bug countries ya fir cyber attacks ko rok sake
wo bhi kam se kam monthly charges se?
0 replies1 like
Rohan Saha
Stealth • 1m
NSE500 kaa heatmap hai ya fir bloodbath after Covid aisa seen indian market me deakhne ko nahi mila hai...
Kya saab khane aur dawaio per GST lagate ho aur Ecommerce se darate ho, chhhh
Netagiri samjh rahe hai dukaan walo ka vote mangta hai tumko, ya fir Jiomart/trend/zudio wala kuch bola?
0 replies2 likes
Naam me kya rakha he
Stealth • 8d
agar koi kahe ki tumhara idea wasted hai nahi kaam karega to kya karna chahiye
2 replies5 likes
Arush sage
Stealth • 2m
agar mai BA. pass hu or muje naukri se nafrat hai to mai apna fast food ka business kr lu kya .
muje sarm Ani chahiye ya nahi
yaha tak ki maine BA top kia hai 87% percentage se
Hello everyone Mujhe Business suru karna hai usmai 1 lakh ki investment ki jarurat hai mera Business se Daily income 4,5k tak hoga
mai stock trading ki bat kar RAHa hu mujhe funding ki requirement hai 7 saal se experience hu but gar ki problem ki va