whats your think ๐ค?
kya Shark Tank India ka fayda hua hai
or kya aapko shark tank india Ke piches dekhna pasand hai if yes to isse kya fayda hota hai !!
please Answer ๐
Ram Ram
Mujhe Clothes Rental Shops ke kaam Karne ka tarika jan na hai...
Woh kaise kapde dete hain..Payment kab hota hai...Aur sabse badi cheej...Trust
Inka kya process hota hai...
hota kya hai business analyst ka kaam? Bhai yt pr kuch or bta rahe hein college ke professor kuch or interview ke time kuch or role nikal aata hai ๐คก