its normal. isse zada yo market places kha jaate hai. to better hai apne platform pr hi burn kr lo.
0 replies2 likes
More like this
Recommendations from Medial
Kartik Tiwari
Stealth • 1m
I have also a business idea but I can't reveal,kyunki badi badi batein krke kuchh nhi hota Krna pdta hai,mai kr skta hu lekin mujhe funds chahiye jo ki hai nhi mai apne idea ke liye ikattha kr rha hu fund thode aur mil jayenge to aur behtar kr skta h
See More
3 replies1 like
Hitesh Chouhan
•
YouTube • 4m
Just Rate my idea..
Aj kal sab online product buy kr rhe ha
Jab cheez online ho rhe ha kese ko kapde chahiye hoon ya fir medicine ya koi bhi product sab online available hai. Dheere dheere local market ki sales ha vo khtm hoote ja rhe ha known is
jaisa ki hum dekhte hai ki har wedding me kanyadaan diya jatata hai , jisko log diary me likh kr rakh lete hai aur har wedding me usdiary me check kr k kanyadaan dete hai.
Maine socha hai ki kyu na ek App banai jaye "Kanyadaan" jisme har koi kanyadaa
I think PHYSICS WALLAH ka product ab jyada sustainable nhi lag raha because most of student jyada bhid ma Jane se bach rahe hai unko personalize ya fir offline tution prefer kr rahe hai that's why I'm saying this. May be isse unke revenue ma downfa
Hii I have 1 idea my name is manzar farooque from Kolkata India me mostly people salary me work krte hai mujhe lgta hai aadmi ka work ka paisa monthly me Dena shi nhi hai aap aadmi se aaj work karwate ho aur usko salary 35 ya 40 days me milta hai ye
See More
3 replies
Zuny Khan
Stealth • 4m
With example samjhte hai....
Me ek aise pendent ki baat kr rahi hu jise girls as jewellery use kr saqti hai.... Jo upar se to stone dikhega lekin usme .. notification chip jo hamari location nearest police station or apne parijano ko dega ...
Halaki
Zindagi ke safar mein, jo raaste hum chaltein hain, woh aksar ajeeb hote hain. Kabhi muskurahat bhare, toh kabhi dard se bhare hue. Har mod par naye sapne bante hain, aur purani yaadon ke dhaage tute hain. Kuch lamhe hote hain jo hamesha yaad rehte h
Me suraj pandey. Jharkhand dhanbd ka hu
Mera chhota sa chocolate and candy ka manufacturing hai jo pura pariwar milkar chalta hu . Me apne company ko bada krna chahta hu. Me bank me bhi koshish kya but budget se km hone ke karan me nhi liya. Kya aa
See More
4 replies6 likes
Pyare Goswami
Stealth • 1m
main jamshedpur ( Jharkhand) se hu maine 2019 me DOOR surf se home delivery ka start up kiya tha ( grocery vegetables fruits and nn vg item) or jamshedpur me mera business achha chal bhi raha hai but khud ke shop na hone ke wjh se mera margin bahut