( EdTech SaaS) ke liye investor chahiye koi help kr sakta hai kya ? meeting arrange krwane m ?
Prototype bhi ready kr liya hai Launch k liye chahiye funding
Anonymous 1
Stealthย โขย 1d
Bhai, EdTech sector abhi saturated lag raha hai. BYJU's aur unke jaise platforms ki wajah se log cautious hain. Pehle ensure kar ki product market fit hai tabhi investor milega.
[This post has been removed because it does not comply with our rules]
1 replies
Bappa Dittya Saha
Stealthย โขย 9m
Kya matlab Billion dollar ki valuation hai๐คง
(Sabko mauka milega gaali Dene ka ek ek karke comment karna!)
4 replies11 likes
Payal Manghnani
Stealthย โขย 3m
Yaar, 12-14 saal ke bacche night out kar rahe hai,
aur main hoon ki ek chhoti si day out ki permission ke liye bhi struggle kar rahi hoon!
Sab apne plans bana rahe hai, maze kar rahe hai, aur main bas yahan intezaar kar rahi hoon.
Aisa lagta ha
See More
12 replies6 likes
Tuka Bende
Stealthย โขย 4m
City mai sab log pa ket ka dudh khate hai. Jaise ki amul, mahananda. Packet ka dudh sehat ke liye hanikarak hai. Kyun ki us dudh mai milavat hoti hai jaise ki costic soda, melamine, urea, sugar, ya fir dudh hi duplicate hota hai.
So my idea is:- hu
See More
11 replies8 likes
Arjun yadav
Stealthย โขย 1m
labour provide app bhi kafi useful ho sakta hai iske liye Kai prakar ke condition lagu karne padenge labour provide app jaise ki Ghar ki marmmat ya FIR randomly liver urgent labour part time lever full time labour essay majdur community Ko bhi fayda
See More
3 replies2 likes
Zuny Khan
Stealthย โขย 4m
With example samjhte hai....
Me ek aise pendent ki baat kr rahi hu jise girls as jewellery use kr saqti hai.... Jo upar se to stone dikhega lekin usme .. notification chip jo hamari location nearest police station or apne parijano ko dega ...
Halaki
traffic light
kiya ham kuch esa bana sakte hai jo traffic light ko manage kar sake
jaise hamne dekha hai har traffic light par timer lga hota hai. 2 minutes 3 minutes 30 seconds but aapne notice Kiya hoga
jaise kisi red light par koi traffic nhi
mera topic cab drivers or unke coustmer ko leke hai mere manna hai ki driver or coustmer ki isliye nhi banti qki unhe unke kaam ke hisab se paise sahi nhi milte coustmer to paise deta hai jahis pr driver ko commission bhi deni hoti hai to is problems
mere pass ek idea hai jo ki malls vagaira ko sath mein public customers bulane ka mauka dega jisse ki Mall ki sel jyada hogi aur uski name value jyada hogi use point per mere pass idea hai jo kafi effective rahega sabhi malls ke liye sabhi jagah ke l
jaisa ki hum dekhte hai ki har wedding me kanyadaan diya jatata hai , jisko log diary me likh kr rakh lete hai aur har wedding me usdiary me check kr k kanyadaan dete hai.
Maine socha hai ki kyu na ek App banai jaye "Kanyadaan" jisme har koi kanyadaa