aaj kal sab log online order karte hai
Mera idea hai ki shaadi ke liye card baatna ka kam humari company kare
4 replies3 likes
Vaibhav Singh Rathore
Stealth • 23d
Are bhai ko Sam bhaiya ko bolo ki ek top searches par direct Janne ke liye ek feature laao yaar, mobile app par ChatGPT chalate waqt din se raat ho jaati hai lekin jab top searches par jana pade toh scroll karna padta hai yaar, abe yaar matlab jab ne
Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
0 replies8 likes
Aditya Sahu
Stealth • 10d
carbonated drinks pe gst hai 40% 28% gst and 12% cess and isme 28% ko 35% karne ka soch rhi hai government mai ek startup start karne ka soch raha tha drinks me jo ye tha ki mai mocktail ki 20 rs ki bottle per consumers ko dena ka soch raha tha lekin
Haan, aise kaafi cases hote hain jahan investors business ko fund karte hain, company ko grow karte hain, phir IPO launch ke baad exit le lete hain. Unka goal hota hai ki company ko profitable stage tak laake apne investment par return lein. IPL-styl
50 ka haircutt 80 me hogaya bhai .
mehngai toh hai
7 replies10 likes
Entrepreneur
Stealth • 1m
Do hi log kabhi bhi safalta paa sakte hai . Ek to Ekdam garib , Ekdam Nicha . And dusra Ekdam Paise wala, Ekdam Uncha .
Kyu pata hai ?
Kyunki inko kahene wala, inke baare me batein karne wala koi nahi hota . Ye jo bhi karte hai sub PLUS me hi hota