🇺🇸: He is a digital marketing strategist
🇮🇳: online kuch kaam krta hai
2 replies5 likes
Loky Vlogs
Hey I am on Medial • 2m
mere pass online business Idea hai.
ak app banana hai online alcohol selling ka
abhi hum logo ko delhi ke consumer's ko target karna hai kaam budget main bhi yee kaam chalu hoo sakta hai humne apne app par online payment ka option rakhna hai bass Ca
See More
6 replies2 likes
Inactive
AprameyaAI • 10m
Sunday ko kam krn ka man krta hai, Monday ko meme share krne ka ☠️
Meri 12th(pcm) hone waali hai or btech krne ki Sochi hai to cse Lena abhi thik hai kyoki ai bhot chal rha hai abhi or mene coding kabhi nhi ki
Any suggestion?
1 replies5 likes
Naam me kya rakha he
Work for your Idea n... • 1m
agar koi kahe ki tumhara idea wasted hai nahi kaam karega to kya karna chahiye
4 replies5 likes
Entrepreneur
If, in the end, we c... • 3m
Ek Maze ki baat bataun .
Pehele Hum Dimag ki/ Sub conscious mind ki jaane anjane me ( Padhte, likhte, dekhte, sunte...) aadat banate hai , fir Wo adate humari life banati hai .
Ha purana hai par kaam ka hai . ☺️😊
1 replies3 likes
Dharm Ji
Corporate business h... • 2m
india mea apna business startup chalu karan our chalu business ke liye funding investment Market se lena bahut hi muskil kam hai lekin ek team our group mea jud kar kam karne se yah sab bahut hi ashani se hal kar sakte hai our apne problem solve kar
See More
0 replies1 like
Vishal Malhotra
Never Quit • 3m
Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi
See More
0 replies1 like
Amandeep Singh
. • 4d
Main Dropshipping Karna Chahta Hu Koi Hai Jo is kaam Main Investment Karna chahta hai kyu ki mere paas knowledge hau but paise nahi hai leave a coment
Waise Aaj thoda kaam se hatke ek baat kehna cahta hu, I don't know kehna chahiye ya nhi but kehne ka man h.
Main pichle 2 years se entrepreneurship krne ki kosis kr rha hu, aur no doubt boht majedaar h journey. But abb AKELAPAN boht hurt kr rhi h,