avi vi ye problem solve nahi hua yar medial balo kya kar rahe ho mera account 2nd pe he or jisne mere account ki copy mar Li bo 1st pe aa raha he search me... batao kal to usko real bolke mera account delete karba dogee yar,,, founders--team 4-5 mahi
See More
5 replies5 likes
Rohan Saha
Founder - Burn Inves...ย โขย 1m
ye market gir geya yeha pe ajj but recovery aa sakti hai, FII achi khasi selling kar rahe hai
bhai ye is platform pe itne enterpreneurs hai !
koi to full staxk ki job dedo
ye equity kya hota hai jab aapki compaby hi registered nai to
2 replies4 likes
Harsh Singh
Founder @Luma Spaceย โขย 2m
AI is AI at the end of the day... ๐คก
Aur itna content dekhne ke baad ek solid conclusion pe pahucha hoon agar kahin ye LONG DASH "โ" dikhe, to samajh jao ChatGPT ka haath hai ๐๐
agar vishwas nahi ho raha to khud ek post likhwa ke dekh lo!
it's l
Ajj kal social media pe pata nahi q hasi se jada gussa ane lag geya he log etne characterless ho sakte he....ye social media pe ake hi pata chalta he...๐ฅ๐ฅ
1 replies9 likes
Rohit Shokeen
Letโs Wish Without L...ย โขย 2m
Sharktank India mei log sirf chips aur ice cream bech rahe haiโฆ.creativity khatam hai logo k paasโฆ.innovation ke naam pe khaane ko mei sirf ingredients change ho rahe haiโฆ.sharktank selection team needs to rethink on the selection strategy.
2 replies8 likes
Rohan Saha
Founder - Burn Inves...ย โขย 3m
"Among biggest-ever renewable energy deals: ONGC-NTPC JV inks $2.3-billion deal for 100% stake in Ayana"
next level pe leke ja rahe ye log renewable energy ke growth ko...
0 replies3 likes
Nakul Pant
Looking for exciting...ย โขย 3m
Ye Anonymous hone ka paisa lo bhai !!! aadha revenue yahi denge !!
@Niket, tumhare platform ka aadha sanitization ho jayega isse !
0 replies3 likes
Rohan Saha
ย โขย
YouTubeย โขย 1y
Ye bat to man ni padegi ki VI ( VODAFONE IDEA) pe investors ka bharosa avi bhi bohot hai, 2 din me 49% FPO book ho geya
2 replies4 likes
Rohan Saha
Founder - Burn Inves...ย โขย 9m
Ajj kal bohot log kuch experts ye boll rahe he ki indian market overvalued ho geya he.... Lakin indian market ka PE ratio avi 5 years ke average ke ass pass hi ghum raha he.... Or bank nifty ka PE to 5 years average se bohot nicea hai... Indian mar