agar mai BA. pass hu or muje naukri se nafrat hai to mai apna fast food ka business kr lu kya .
muje sarm Ani chahiye ya nahi
yaha tak ki maine BA top kia hai 87% percentage se
yaha aadhe se zyada users medial ke employees hi hai kya?? 🤧
3 replies3 likes
Jai J Jahagirdar
JJJ • 3m
yaha par koi "MAA GANGA" ke kinare rahta hai kya??? Business ke liye DM kare please
5 replies2 likes
Vikram
Founder • 14d
koi meri google ads and meta ads mai help kar sakta hai kya ? mai ek personalized gift cake ki company bana raha hu Delhi NCR mai. mujhe basic pata hai orders bhi aa rahe hai lekin ab scale karna hai .
2 replies2 likes
Tushar Sharma
Be real Be you. • 11m
Idea validation,
Kyu kisi ko wafa ke badle wafa nahi milti ,
Kyu kisi ko dua ke badle dua nhi milti hai
Kya aaisa koi platform nhi hona chahiye jaha ye barter of emotions equal ho , 🤌🤌
ye Jio aur Airtel ke saath calls ke problem pure India mai hai kya??
1 replies1 like
Aditya Sahu
Big thinking always ... • 1m
yaha per kitne loog hai jo dropsipping ya d2c product sell karte hai jo RTO se pareshaan hai ???
agar mai unko calling support provide karo jisse vo apne consumers ka order confirm karwa sakte hai and we charge on per call basis then your RTO will b
purnia bihar mai students bahut hain aur yahan ke students ka mind set hai ki wo library mai jakar padhna chahte hain to kuch library open huei hai jo ki choti hai mai chahata hun. kuch bari library open krke acha profit ho sakta hai apne ko koi inve
See More
1 replies1 like
Account Deleted
Hey I am on Medial • 2m
Shadi ke liye funding uthasakte hai kya ?
investors se
#justasking