I've a feeling that Medial will be featured in the upcoming Shark Tank Season...
Anonymous 1
Stealthย โขย 1m
Waah bhai, kitni good news ek hi saal mein. Kuch toh next year ke liye chhodo yaar
0 replies
More like this
Recommendations from Medial
Vishal Malhotra
Stealthย โขย 12d
Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi
See More
0 replies1 like
Tushar Aher Patil
Stealthย โขย 7m
Need suggestions
Mai Commerce field ka student toh mera tech field ka itna kuch knowledge nhi hai aur aaj ki duniya mai most of job tech field ke liye hai toh Asia kuch toh skills hoga na Non - tech students ke liye jo market mai survive kar sake..
I just watch the movie The Big Short in "English" Kuch samaj nahi aya siwayah ek chiz ke kuch housing bubble ke bare me he koi summary bata do toh krupa ho jaye
Team Join Karne Ka Mauka!
Main ek naye business project ke liye ek team bana raha hoon aur mujhe 4 logon ki zarurat hai:
1. Marketing Expert: Jo marketing aur branding mein mahir ho.
2. Developer: Jo technical aur development ka kaam sambhal sake
See More
2 replies2 likes
Jais
Stealthย โขย 1m
mere pass Ek kapde Fashion Ke brand ke liye idea hai koi message Jarur Karen
2 replies1 like
AAQIB JAWWAD
Stealthย โขย 5m
Medial me bhi viral jaane ke liye kuch algo hai kyaa
?
2 replies2 likes
AK Ali Shaikh
Stealthย โขย 4m
ek Aisa shopping ap
.
jisse har chij ka Samadhan hai
.
vah chij mere pass hai
.
ek unique idea
.
Jo Flipkart Amazon meshow
.
Jaise aapko piche chhod dena
.
comment me aapke bare mein jaane ke liye
7 replies6 likes
Lingy Shelly
Stealthย โขย 26d
mujhe koi bhai chaiye... jo mere liye ek mobile app banaye.... gold silver mcx trading ke liye....
0 replies
ahtesham mewati
Stealthย โขย 26d
mere pass ek bohot hi aadhunik aur reliable ek technique hai jisse hum 1 saal bohot hi bada manufacturing business kar skte hai me jaanta ho humare 142 core jansankhya ka Desh Hai hai usme se sirf 5 %hi reach insaan hai 95% middle class or usse ni
See More
2 replies3 likes
Aakash Kant
Stealthย โขย 5m
Zindagi ke safar mein, jo raaste hum chaltein hain, woh aksar ajeeb hote hain. Kabhi muskurahat bhare, toh kabhi dard se bhare hue. Har mod par naye sapne bante hain, aur purani yaadon ke dhaage tute hain. Kuch lamhe hote hain jo hamesha yaad rehte h