hamari company nai website kai sath sath ab app bhi bna liya hai.
app ki development almost 80% complete ho gye hai or 2 month mai app playstore pr bhi aya jaiyega
hamne ye saab zero cost mai kiya
because website and aap maine khud bnaiya hai at a
See More
3 replies1 like
Arjun yadav
Stealth • 27d
doston Maine health home care service shuru Kiya hai ab mujhe ek aise partner ki jarurat hai jo thoda funding bhi kar de aur marketing mein Mera Sahyog bhi kar de hospitalon se thoda sampark sadhne mein bhi Sahyog ho jaaye
2 replies
Shubham Chatur
Stealth • 4m
My idea ye he ki hame har area me ik agent ko rakhna chaiye jo Flipkart Amazon jaise parcel uske dhukan ya Ghar me rakh sakhe
Or jo oder Kiya he oh vaha Jake apana parcel collect kar sakhe
2 replies5 likes
CR GURJAR
Stealth • 3m
SafeOn Power Puifier
Aap aaye din ye khabar jarur sunte honge ki short circuit se lagi dukan me aag ya current lagne se ek aadmi ki mot
Ab ye nhi hoga :-
Hamara ek startup hai usme hamne ek electrical divice banaya hai jo current ke jhatke se bach
India me har mahine crodo students govt job k liye exam dete h, jiske liye unhe ek city se dusri city Jana hota h ya fir dusre state bhi.
Ab imagine kro kyu na ek app ho jisme ek matching system ho ek student apni details enter krega jese:
Current ci
Maine 2022 mai 12th pass kiya , 2 attempt neet mai fail hua. Ab i dont know kya karu , since childhood i was interested in business . I want to do startup. Suggest me ki mai kya karu, konsi degree kru , college jao bhi ya bss aise he couse join kr k
With example samjhte hai....
Me ek aise pendent ki baat kr rahi hu jise girls as jewellery use kr saqti hai.... Jo upar se to stone dikhega lekin usme .. notification chip jo hamari location nearest police station or apne parijano ko dega ...
Halaki
Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi