Idea validation,
Kyu kisi ko wafa ke badle wafa nahi milti ,
Kyu kisi ko dua ke badle dua nhi milti hai
Kya aaisa koi platform nhi hona chahiye jaha ye barter of emotions equal ho , 🤌🤌
Aise piddi engineers aake kisi PUBLIC COMPANY ke product pe ek daag laga ke chali jaati hai. Aur inhe bura nahi lagta? I would’ve been really embarrassed if this project was under me.
7 replies13 likes
Sk Bd
Stealth • 2m
Mujhe 10 Million Indian Rupees agar mil jaye
To main 2 year main 20 million kar dunga .
Wo bhi jamini star ke kaam karke.
Log pata nhi knha knha apna pesa duba
Ke aa jate hai.
Ham jese kisi ko nhi Denge jo unki or apni zindagi sudhar sakte hai .
Mer
See More
0 replies
Hemant Prajapati
•
Techsaga Corporations • 3m
Like se kaam nahi hota comment bhi karna hota hai Hemant ho help karne ko
.
.
Rate our App Design and share your suggestions.....
Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
0 replies8 likes
Sergio Maqarina
Stealth • 7m
Kitna achha rahega ek startup Jo paise lekar kisi ke liye market research and analysis kare....aur aage expand me Research and development ka bhi kaam kare as a subscription model..
6 replies5 likes
Rohan Saha
•
YouTube • 7m
Aaj kal sab AI AI.. AI bot chila rahe he lakin kya kavi kisi ne ye socha he ki AI me jo vi ho raha he bo english me ho rahe he HINDI ka kahi vi namo nisan he hi nahi Or agar he vi to buss bo dekhabati, upperse INDIAN COMPANIES jo AI me kam kar rahi h
See More
2 replies6 likes
Rohan Saha
Stealth • 4m
Etne din ho gaye lakin ajj tak mene ₹10k ke face value pe koyi NCD private placement deakhne ko nahi mila....
Kya companies ₹10k ke face value pe bonds issue nahi karna chati?? 🧐🧐
0 replies5 likes
Rohan Saha
Stealth • 4m
Aisa qq he ki etne salo ke bad vi Indian crypto exchange global standard ko match nahi kar pa rahi he...🧐🧐🧐?
0 replies4 likes
Amanat Prakash
Stealth • 1m
jab Instagram, x ya tv news dhekho tab acha khasa mood bekar hojata h itna hate speech kaam ki chizo ko chhorke baki sab aaj ke generation se karva lo