WTFFFF... 🤮🤮 is Eloelo app..
Sab log maa behen ki gali de rahe hai..
💩💩 app... Dangerous app hai ye 😂😂😂 saw the news k iss ko 22$ million dollars ki funding mili hai, aisa kya hai isme so I downloaded ..alag he mahol hai yaha pe. Sab log v
2024 was full of ups and downs. But it taught us many valuable lessons. At last main yahi kahunga , " Life mein filmo ki tarha ant mein sab kuch theek he ho jata hai , aur agar theek na ho to wo ant nhi , pichar abhi baki hai mere dost ."
2 replies2 likes
Mr khan
Stealth • 15d
UPI Statistics for December 2024:
Total Transactions: December 2024 mein, UPI ne over 10 billion transactions process kiye, jo pehle ke months ke comparison mein kaafi zyada tha.
Transaction Value: UPI transactions ki total value ₹15 lakh crore (app
See More
7 replies2 likes
Shamsuddin Hamdule
Stealth • 2m
Arre arre, kya business karne chale, wo bhi bina website ke?
Aaj kal sab online hai, bhai!
Aapke competitors toh web pe full swing mein hai, aur aap... ab tak offline?
Kya, website banana nahi aati?
Chinta mat karo – hum hai na!
Aajao, banadunga – w
See More
0 replies3 likes
ARUN ARUN
Stealth • 4m
mera Nam Arun hai or Me yaha naya hu or me Apko Ak Aase Business Idea le kar Aaya hu Direct Sealing Business mera ye Business kuch Sab Company se alag hai jaise ke Natwork marketing Sab Apna Product Nikalte hai Or uske Price bhoot Highest hoti hai
UVP, Business Model, Team, Traction, Financials, Competitive Advantage, Risk Assessment, Vision aur Mission, ya Exit Potential ke baare mein mat socho.
Dhandha shuru karo, sab kuch field par samajh aa jayega. Sochne se nahi, karne se company banti h
See More
0 replies7 likes
Vivek kumar
Stealth • 22d
ek new business idea hai aajkal sab log apna apna podcast banaa rahe hain Jo ki kafi लंबे-लंबे hote Hain itne sare pod cast itne lambe lambe Koi Nahin dekhna chahta ismein kya kar sakte hain AI ki madad se Ham isko text form mein convert kar sakte h
Zindagi ke safar mein, jo raaste hum chaltein hain, woh aksar ajeeb hote hain. Kabhi muskurahat bhare, toh kabhi dard se bhare hue. Har mod par naye sapne bante hain, aur purani yaadon ke dhaage tute hain. Kuch lamhe hote hain jo hamesha yaad rehte h