Is photo me dekhiye niche Jo send button aa rha h vo mere mobile kr navigation buttons ke niche aa rha h to muje send button press krne me problem hoti h, bar bar mobile kr navigation buttons press ho jate h
@medial
0 replies1 like
Sahil Bagwan
Stealth • 3m
Bahut sare aese startups hote h jo pesa nhi kmate h or suru me koi proper plan bhi nahi hota h, lekin fir bhi unko bdi bdi funding mil jati hai.
Kese?
Investors ko Kiya bolte h investment lete time?
okay so mujhe jalan nhi horha but still mujhe asha kyun lag raha hain ki top startup showcase me fake votes yeh mere ko hi lag raha hain h ki bakio ko bhi
1 replies
Amanat Prakash
Stealth • 2m
Note: Me bohut logo ko dhekhta hoon ki woh apne company ka share starting me hi de dete hain team members ko and mere according galat hain atleast samne wale ko 8-9 months lagane do tab do company me 1-2% if you want lekin usse phele dena mere acco
See More
8 replies3 likes
Devansh semwal
Stealth • 2m
building a social networking app
koi bhi tech enthusiast or jisse app development ka experience ho
ya koi affordable freelancer
ya koi entrepreneurs jo is field me work kr rha h ya fail hua h startup build krne me
contact me
0 replies8 likes
Amanat Prakash
Stealth • 2m
Hey guy's
Mujhe kuch logo ka jarurat hain business development roles ke liye jo help kar sake hamara currently ham log salary nhi provide kar rhe hain Lekin jese ek bar funding secure kar le ham log salary start kar Denge ya phir jese ek bar ham lo
See More
3 replies2 likes
Dil Sharma
Stealth • 1m
Good morning everyone.
mere passs ak IDEA Jo apko duniya ka world Richest company/person 100% hogye . Jo ki Retail,DIGITAL, Gaming, chatting, sab milakay offline aur online dhon sector may kar saktay hain. ismay investment vi both jyda lagega . jyd
See More
2 replies6 likes
Harshvardhan Singh Chauhan
Stealth • 2m
Part1 - emergency director device
Mera idea bahut hi innovative aur zarooratmand hai! Ek aisa device jo car mein lagane par emergency response ko automatic aur tezi se shuru kar sake, yeh bohot logon ki jaan bachane mein madadgar ho sakta hai. Is t
See More
1 replies2 likes
Amanat Prakash
Stealth • 2m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email
See More
13 replies5 likes
Rahul Thakur
Stealth • 2m
Me ek recovery company kholna chata ho ek founder ki talash h me usko kafi acha profit krwa donga kafi time se banking line me ho me