bhai kuch aur bhi reply karlo 😅, meaningful replies bole hai niket bhai ne , ye sirf mere post haha hehe karne se nahi chalta 😂
ntg personal , accha lagta hai aap sab ko mere memes pe khush hote hue
and btw 3 hi emojis kyu...
kabhi kabhi aisa hota hai ki hame koi chiz pasand ayi jiska price amazone pe kuch aur and flipkart pe kuch aur hai kyu na ek aisi app banai jaye jisme sabhi ecommerce app pe available us product ka price show hu...is this possible...and valid?
ek bussinesman koi idea nehi soch ta he oo khud bussines create karta he ,, or ek real bussines man jisi bhi filde me jaya us filde me chahe jitni bade player ho na kyu oo uske sath competition deta he . ok mera idea he ek sweet brand har ek stret ka
Insaan ki jarurat h khana agar yahi hm sasta kr deto har viyakti khush................8707253665 mera no h meri soch alag h agar jaana chahte ho yo mere no pe call jarur kare 🙏 100% profit
2 replies
Account Deleted
Hey I am on Medial • 4m
saala LinkedIn kholu toh kisiki job lagjati hai ya promotion hota hai .
Insta open kiya toh shadiyan chalrahi
aur twitter pe lafdaaa..
Har ek app ka ek chiz chalrahi hai
aur mai kisi chiz me match nahi hoo paraha hun
8 replies7 likes
Shabrez
Dev at Myntra • 9m
Today's Budget for Employees is like ....
Aur karoo meeting... Karte raho meeting....😂😂
And for sincere request Karntaka Government, even you didn't got anything from budget.
Iskeyle we should work for 14 hours....😭😭😭😭
The worst Finance Min
See More
4 replies11 likes
km Suthar
Hey I am on Medial • 4m
mere pass ak idea he ki medicin pe ak jaga same product 20 rs 30Rs ki 50 rs ki he to uske liye muje esa app bana he ki jise koe medicin ka photo post kare to sab log bata sake ki bhai mere yaha 20Rs milti he 22 rs me milti he
hii guys mai kuch startup build karna chata hu koi idea de sakte ho konsa startup karu aur koi hai jo mere sath us startup ke liye kaam kar sakta hai.
Mai naya hu Matlab ek beginner koi mere sath us startup ke liye idea aur us idea ke liye mere sat
See More
4 replies4 likes
Amanat Prakash
Building xces • 7m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email