MERN karne ka kuch fayda h kya , just started learning (opinion dedo bhai)
4 replies4 likes
Rohan Saha
Stealth • 10m
IPO ke pahle loss making company kya kuch nahi karti, sef profit main kam karna bhul Jaate Hain
0 replies6 likes
Shaloo Mathur
Stealth • 27d
muje khud ka cloud kitchen open karna h or muje uske bare me jyada kuch jankari nhi h to muje Starting kese krni h kese offline online sale Krna h kese customer tk apna food delivery kre ye sari zankari muje mil sakti h kya
4 replies3 likes
Amanat Prakash
Stealth • 5m
Attention please:
Ashe dm me startup showcase ka link share karne se kya fayda hain idea me dam hoga log kud vote krenge share bhi karna h toh post dalo kuch batate huye naki dm me link share kro
10 replies11 likes
Sourabh Soni
Stealth • 2m
Hello Friends, Jewellery business ko start up Kiya hai isme kuch suggestion or koi investor mil skta h kya jo ki business ki books ko badhane me help kre.
1 replies3 likes
Raja Bhai
Stealth • 5m
Koi batayega hota kya hi is app me kaise kya krna hi jaise add dekha tha vaise kuch to ni lg rha hi ki koi kisi ke idea me funding ya investment krta hoga
1 replies2 likes
rajesh kumar
Stealth • 1m
ola uber jaisi app bnane me kitna khrcha aata h or single developer B kr skta h kya?
2 replies3 likes
Aakash Kant
Stealth • 6m
Zindagi ke safar mein, jo raaste hum chaltein hain, woh aksar ajeeb hote hain. Kabhi muskurahat bhare, toh kabhi dard se bhare hue. Har mod par naye sapne bante hain, aur purani yaadon ke dhaage tute hain. Kuch lamhe hote hain jo hamesha yaad rehte h
Hi.. idea h business startup ka... Jo ajkal ka trend ban chuka h dream ban chuka h.. aj k time sab business ki taraf Jana chahte h.. sab apna ek business builtup Krna chahte h...but unke paas sab kuch hoty hue h ek tension se gujarna padta h or shaya
See More
4 replies7 likes
rajesh kumar
•
PNG All • 1m
idea h lekin start kese kru?
phle app banau ya website ya kuch or?