RP.cars.
used cars buy nd selling business
is business me kabhi bhi apne ko gata nahi hoga isme profit hi hota he or iss Chiz ka mujhe pura nollege he mujhe ese invester ki jarurat he jo 15 20 lakh laga sake me usko acha khasa profit karke dunga Rah
See More
0 replies2 likes
rajesh kumar
Jruri nhi har bol pr... • 2m
ye add dekha hoga apne same as mere pas B acha bussines plan h 0 se hero bnenge koi acha technical partner judna chahega? sath me udhenge
1 replies3 likes
Biz mantraa
Hey I am on Medial • 2m
Mai 2 lakhs tak invest kar skta hu
or mai sath bhi dunga work me
6 replies1 like
Chitaranjan Kumar
Hey I am on Medial • 3m
hello mai online coaching start Kiya hu. aur isme mujhe partner ki jarurat hai. agar koi sath me kam karna chahta hai to sampark kare.
kise bhi business ke selling badane ke liye product ka price kam or quality achi karni hogi aap ek product se 5℅ tak hi kamay jyada kamane ki chakkar mein na rahe isse kya hoga aapka product jyada sell hoga or aap jyada kamay ge thanks.
mera pass idea ,india ka phela aunthentic natural hard drink banaeka hum sabna kabhi na kabhi bhang to piyai hoga special Holi ya shiva ratri ka time,,, or most of people lassi k sath e hi pita hai , bt after ocation khatam hone k bad ye miltai nah
See More
2 replies4 likes
Elic Masih
Enterpreneur • 2m
hello medial friends m puneet and I'm from meerut up . maine 2 sal phele ek plan banaya tha but mai tb usko excute ni kar paya tha kuki us time mujhe financial bhot problem thi but ab vo plan mai dhire dhire excute kar raha hu or vo ban kar ready ho
See More
2 replies2 likes
Armaan Ansari
Hey I am on Medial • 3m
hello...sir madam.
mujhe new business start karna hai
maine pura business palan kar liya
hai bus mujhe ek acha patnar chaye
jo invas kare profit jo bhi start Karne ke
bad 50%50 rahe ga pura peper work
ke sath ye business start karege start hone ke
See More
11 replies3 likes
Mohd Salman
Hey I am on Medial • 12d
mujhe ek partner chahiye jo mere sath meri website per kaam kare hum ek charity based website bana rahe hai jaha koi bhi aake 1 lakh Tak ka fund raise kar sakta hai free me aur wo bhi bina kisi se ek bhi rupay liye main chahta hu ki mere idea ke sath
See More
1 replies2 likes
Aditya mallick
Business, startup • 1m
hii guys mai kuch startup build karna chata hu koi idea de sakte ho konsa startup karu aur koi hai jo mere sath us startup ke liye kaam kar sakta hai.
Mai naya hu Matlab ek beginner koi mere sath us startup ke liye idea aur us idea ke liye mere sat