doston Maine health home care service shuru Kiya hai ab mujhe ek aise partner ki jarurat hai jo thoda funding bhi kar de aur marketing mein Mera Sahyog bhi kar de hospitalon se thoda sampark sadhne mein bhi Sahyog ho jaaye
2 replies
Gautam Verma
Stealth • 21d
hamari company nai website kai sath sath ab app bhi bna liya hai.
app ki development almost 80% complete ho gye hai or 2 month mai app playstore pr bhi aya jaiyega
hamne ye saab zero cost mai kiya
because website and aap maine khud bnaiya hai at a
See More
3 replies1 like
paper raj
Stealth • 2m
i have a idea uar maine excute bhi karna start kar diya hai
mujhe abhi funding ki need hai jisse mai apna business aage badha paau fully digital aur samaj mai badlaw lane ko leke yah kaam hai aur income ki gaurante hai
any invester interested
Maine health care services ka ek business shuru Kiya hai jiske liye mujhe help ki jarurat hai jo bhi Sathi help karna chahie vahan se jud sakta hai partner banke bhi aur ek investor ke taur Peru
0 replies1 like
Vikram
Stealth • 8m
What's your view 🧐
Maine jitna observe Kiya hai medial pe ya to founder's hai jo business run kar rahe ya Jo Banna Chahte hai unhe talaash hai kisi cheej ki to kya hum live video call kr through connect kar sakte hai sabse ek ek din usme hum live ba
See More
2 replies5 likes
Shahbaz Alam
Stealth • 4m
Thrifting busines is the best Business.
Is business ko shuru karne me 20k se 30k se kar sakte hai.
(Thrifting business) Koi bhi t-shirt, shirt pants, kurti kuchh bhi Kg ke bhao khareed kar aap sale kar sakte hai.
0 replies5 likes
JYOTI AGARBATTI
Stealth • 4m
main ek company start kar raha hun jiska Naam hai Jyoti agarbatti Maine graphic design sa banvaya hai kya aap logon Ko yah design Sahi lag raha hai kisne kuchh changes karaun
Aajkal humara husky jawab naa dekar Upvotes maang raha hai...
Aankhon mein abb innocence hai
7 replies7 likes
Payal Manghnani
Stealth • 3m
Yaar, 12-14 saal ke bacche night out kar rahe hai,
aur main hoon ki ek chhoti si day out ki permission ke liye bhi struggle kar rahi hoon!
Sab apne plans bana rahe hai, maze kar rahe hai, aur main bas yahan intezaar kar rahi hoon.
Aisa lagta ha
See More
12 replies5 likes
Aditya Sahu
Stealth • 15d
kya koi founder Mera doubt clear kar dega kya pls ki suppose agar maine 100cr valuation pe 1 cr fund raise Kiya exchange of 1% equity tu mere company ka profit bhi mujhe iss investor ke sath share karna hoga kya ya Mai uss profit ko company ki growth