A general question????
Nowadays every startup (most of em') which is solving a problem has to spend a freaking amount of money to educate the audience about the problem.
How come creating a solution for something that is not even annoying or buggin
See More
Anonymous 2
Hey I am on Medialย โขย 8m
tu samajh nahi raha. Pehle FOMO create karo, fir product becho. Itna simple concept hai, MBA karne ki zaroorat nahi hai iske liye.
0 replies1 like
More like this
Recommendations from Medial
Entrepreneur
If, in the end, we c...ย โขย 4m
Old but Important Question
Asking because at last life ko jeena hai sirf bitana nahi hai . Jo iske bagair nahi hoga .
Agar aapki paise ki zaroorat khatam kar di jaye to aap kaun sa KAAM karna chahoge ?
2 replies
Jav
.ย โขย 10m
Neeraj ke recommend karne se pehle medial pe hone ka ghamand hai๐ค๐ป
3 replies3 likes
Pranav Kshirsagar
Working On Idea ๐ก๐กย โขย 13d
Ok, toh web app ready hai, but samajh nahi aa raha users ko kaise laya jayein. Solo dev hoon, toh honestly ads ka zyada idea nahi hai. UGC ads try karne ka socha tha, par koi solid UGC ad creator mil hi nahi raha. Kya karu yaar? Thoda guide kar do, p
See More
1 replies12 likes
Akash Tiwari
ย โขย
AOLย โขย 5m
UVP, Business Model, Team, Traction, Financials, Competitive Advantage, Risk Assessment, Vision aur Mission, ya Exit Potential ke baare mein mat socho.
Dhandha shuru karo, sab kuch field par samajh aa jayega. Sochne se nahi, karne se company banti h
See More
0 replies7 likes
Rehmat Ali
Founder of toolverse...ย โขย 2m
eSports Sector Abhi bhi India Me itna Grow nahi hua hai balki baki countries me ise bhi ek skill or future ke roop me dikha jata hai
but India Me aisa Kyo Nahi hai Balki India me hi Sabse Jyada Gamers Hai ?
Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
0 replies8 likes
Rehmat Ali
Founder of toolverse...ย โขย 2m
hi everyone
mene ek app create Kiya hai but playstore par publish karne ke liye mujhe pehle , testing karni pad rahi hai isiliye mujhe minimum 12 memeber chahiye jo apna gmail id de sake taki me unhe beta testing me jod saku becouse bina beta close
hi everyone
mene ek app create Kiya hai but playstore par publish karne ke liye mujhe pehle, testing karni pad rahi hai isiliye mujhe minimum 12 memeber chahiye jo apna gmail id de sake taki me unhe beta testing me jod saku becouse bina beta close t