GUYS LAST 48 HOURS LEFT , PLEASE VOTE
We all know that last 48 hours remaining and after that voting will be closed so please help me to get only 17 votes . Please give vote and feedback to my food industry idea
Idea — https://medial.app/idea/bit
🥹 Low feel ho raha tha ak juice 🧃 magna tha 40 rupees wala 11 baje raat ko fir mene swiggy open Kiya or charges dekh kar ....khud lene Jaa Raha hu ..... pata nhi kaha milega..... ager mar jayu tho blinkit/ swiggy zimmedar hoge mere maut ke ....
Finally RBI ne sun liya 😍😍 ab buss en P2P PLATFORM ko apna kam samja de buss... Fir sab sahi he ho jayega
5 replies7 likes
Abhinandan Kumar Yadav
Stealth • 2m
I HAVE AN IDEA IN WHICH JISME HAM LOGO KI PROBLEM KO SOLVE KARENGE Problem ye hai ki kisi ko room rent lena hai kahi bhi usko to bahut pareshani ka samna karna padta hai isiliye hamne ek decision liya hai ki hamlog ek team ya online platform create k
See More
2 replies4 likes
Rohan Saha
Stealth • 3m
"Ola E" ke listing deakhke me ek hi chij bolunga investors ko.... valuation ka name suna he ya fir uska sarbad bana ke pii gaye ho...
0 replies2 likes
Hemant Prajapati
•
Techsaga Corporations • 3m
Like se kaam nahi hota comment bhi karna hota hai Hemant ho help karne ko
.
.
Rate our App Design and share your suggestions.....
Majak bana k rakh diya hai designing ko to matlab office k kuch kam bach gaye ho to vo bhi likh dete 😑 #linkdIN #HIRING
8 replies7 likes
Sahil Bagwan
Stealth • 3m
Bahut sare aese startups hote h jo pesa nhi kmate h or suru me koi proper plan bhi nahi hota h, lekin fir bhi unko bdi bdi funding mil jati hai.
Kese?
Investors ko Kiya bolte h investment lete time?
🌟 Meet Meera, Your Average Overworked Professional! 🌟
Meera ka din shuru hota hai early morning meetings se aur khatam hota hai late-night emails pe. 👩💻 Uske busy schedule mein, self-care aur healthy habits ko follow karna mushkil tha.
Phir ek
“ Ager vo aisa kar raha ha , tho ma bhe aisa kar ke vaise ban jayuga , tho Aisa ho jayega fir ma bhe ameer ban jayuga ”
Thapad mar ke bhaga do aise logo ko 🤡
India me har mahine crodo students govt job k liye exam dete h, jiske liye unhe ek city se dusri city Jana hota h ya fir dusre state bhi.
Ab imagine kro kyu na ek app ho jisme ek matching system ho ek student apni details enter krega jese:
Current ci