"VR Therapy Hub"
The idea is to set up a VR Therapy Hub where people can use virtual reality for mental health support and physical rehabilitation sessions.
**Investment:**
**10 lakh INR**:
1. **VR Equipment and Setup:** 4 lakh
2. **Studio Ren
See More
Abhishek kumar
Stealth • 4m
Jayada der vr use karne se hi matha me dard hone lagta hai🥲
Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
0 replies8 likes
Remas Debbarma
Stealth • 21d
Yeh app ka kya use hai?
aur is app ko use karne se kya milta hai?
1 replies
Rohan Saha
Stealth • 6m
Ye to hona hi tha.. Enlogo ne kuch alag karne ki kosis hi nahi kari or na hi profitable hone ki.. Time rahete sudhar jate to ye na hota...
0 replies5 likes
Mr Bikash Patel
Stealth • 3m
Main such rahun Business karne se behtar hai Ek katori leke road 🛣️ Par baith jaaye 😆 Fir Paisa hi Paisa 💰
1 replies5 likes
Mahendra Lochhab
Stealth • 8m
Guy's startup sirf technology se related product mein hi shuru karne ki jaroorat nhi hoti aap traditional businesses mein bhi startup shuru kar sakte hai.
1 replies2 likes
Dharm Ji
Stealth • 6d
india mea apna business startup chalu karan our chalu business ke liye funding investment Market se lena bahut hi muskil kam hai lekin ek team our group mea jud kar kam karne se yah sab bahut hi ashani se hal kar sakte hai our apne problem solve kar
See More
0 replies1 like
arpit
Stealth • 1m
mere idea se bhai business kar Raha hai mujhe fund ki jarurat thi to mene idea bataya to bole mai khud hi krunga
koi hai mere business mai investment karne wala