Deepinder Goyal did not had single appearance or interview before Zomato profitability. Abhi uncle sab jagah dikhte hai. Limelight ka full fayda utha rahe 😂
24 replies13 likes
sandeep Mottan
Stealth • 9m
MERN karne ka kuch fayda h kya , just started learning (opinion dedo bhai)
4 replies4 likes
Amanat Prakash
Stealth • 4m
Attention please:
Ashe dm me startup showcase ka link share karne se kya fayda hain idea me dam hoga log kud vote krenge share bhi karna h toh post dalo kuch batate huye naki dm me link share kro
10 replies11 likes
Kamlesh Taak
Stealth • 5m
Kya saab khane aur dawaio per GST lagate ho aur Ecommerce se darate ho, chhhh
Netagiri samjh rahe hai dukaan walo ka vote mangta hai tumko, ya fir Jiomart/trend/zudio wala kuch bola?
0 replies2 likes
Rohan Saha
Stealth • 7m
But still nazara mobile gaming me "WCC SERIES" ke alaba Or kuch dhang ka game nahi de pa rahi he etne experience ke bad vi.. Sayad ye log ESports me jada dhyan de rahe he....
3 replies9 likes
Kamlesh kumar Garg
Stealth • 1m
muje ese padke chaiye jo mere businesse grow krne main help kar sake monthaly 25000 salary our partner main main kuch ese padke. chaiye jo mere liye hamesha koyal reh sake rehne ka khane ka sab hai bus sahi ladke chaiye jine computer chala ata ho our
i need a app developer for my idia
current me jo bhi delevery app uski kuch na kuch problem hai like high price demand high hone per delevery boy ka na milna parcel khona damage ho chandani chowk jaise bhir-bhar wale area rider milne me deri hona
See More
2 replies1 like
Vishal Malhotra
Stealth • 1m
Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi
See More
0 replies1 like
Rohan Saha
Stealth • 5m
Ajj kal bohot log kuch experts ye boll rahe he ki indian market overvalued ho geya he.... Lakin indian market ka PE ratio avi 5 years ke average ke ass pass hi ghum raha he.... Or bank nifty ka PE to 5 years average se bohot nicea hai... Indian mar
Aaj ke zamanay mein, fashion sirf trendy aur stylish hone se zyada, responsible aur eco-friendly hone ka bhi trend bana hai. Sustainable Fashion ne apne aap ko ek aise movement ke roop mein sthapit kiya hai jo na sirf environment ko bacha raha hai, b