7 lessons from
"The 10% Entrepreneur" 📚📚📚
by Patrick J. McGinnis:
1. Entrepreneurship is a Part-Time Option
You don't need to quit your job to start a business; 10% of your time and resources can be enough to get started.
2. Identify Your Entr
See More
Anonymous 3
Stealth • 4m
Good post yaar, anonymously mat kiya karo. Achhe creators to follow karna chahti hu mein toh roz unse kuch kuch seekh saku.
Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
0 replies8 likes
Akash Tiwari
•
AOL • 1m
UVP, Business Model, Team, Traction, Financials, Competitive Advantage, Risk Assessment, Vision aur Mission, ya Exit Potential ke baare mein mat socho.
Dhandha shuru karo, sab kuch field par samajh aa jayega. Sochne se nahi, karne se company banti h
See More
0 replies7 likes
Shamsuddin Hamdule
Stealth • 1m
Arre arre, kya business karne chale, wo bhi bina website ke?
Aaj kal sab online hai, bhai!
Aapke competitors toh web pe full swing mein hai, aur aap... ab tak offline?
Kya, website banana nahi aati?
Chinta mat karo – hum hai na!
Aajao, banadunga – w
See More
0 replies3 likes
Inactive
Stealth • 3m
So, scene yeh hai – main 17 ka hoon, college mein apni Xerox aur assignment-writing jugad chala raha hoon along with startup. Pehle toh sirf doston ki help ke liye shuru kiya tha, but ab soch raha hoon ki isko full-on business mein badla jaye. Kyun s
Relative: "Aur kya plan hai? Kuch socha hai future ka? Ek achhi si naukri kar lo, life set ho jayegi."❓
Me: "Hmm, startup kar raha hu apna. Job karne ka socha nahi abhi."
Relative: "Haan, kaunsi job mil rahi hai tumhe? Hahaha! Kyu time waste kar r