ye jisne vi post Kiya hoga Indian's ne uske comments section me eski aisi taisi kar de hongi, ki india ko acha kaise boll diya bolke
5 replies6 likes
Ankit KumarJha
Hey I am on Medial • 3m
kya Blinkit Zepto Bigbasket Jaise Company Banaye Jo starting phase me Bihar, Up Jaise State Me focus kare kyoki waha pe abhi tak aisi company nahi aayi ha and inke franchise kholne me jitne paise lagenge utne me apna store banane me buildup karenge t
Aa jao empire build karte hai
Idea , suggestion,koi knowledge, experience,koi pehchan, investment, student ho toh friends bhi honge kuch banaye jaye
Kuch jab do ,teen dimag saath milte hai toh kuch bada hota hai toh phir intejar kaisa message karo
See More
3 replies5 likes
Akash Tiwari
•
AOL • 4m
"Shared an idea about Krave - a food delivery app, and suddenly people started comparing me to Swiggy and Zomato, throwing around terms like cash burn, customer acquisition costs, logistics challenges, and their massive size.
Yaar, agar itna dar gay
IOS New Updates Vs Old Android 😅
Home Screen Customization:
iOS 18:"Ab aap icons ko screen pe kahin bhi rakh sakte ho!"
Android: "Arey bhai, yeh toh hum bachpan se kar rahe hain!"
Messages via Satellite:
iOS 18:"Aap bina network ke bhi messages bh
to day I have 1 more idea 💡
it is a commision work
ham log Sadi eco friendly decoration
karna chahte hai lekin koi bhi iska decorator milta nahi hame bas iske liye ek team banani hogi jo sab arange karke
pura decoration kar de aur hame apna vebsi
See More
1 replies3 likes
Rehmat Ali
Founder of toolverse... • 28d
hi everyone
mene ek app create Kiya hai but playstore par publish karne ke liye mujhe pehle, testing karni pad rahi hai isiliye mujhe minimum 12 memeber chahiye jo apna gmail id de sake taki me unhe beta testing me jod saku becouse bina beta close t
See More
10 replies5 likes
Comet
#uiux designer #free... • 6m
Yaar, 12-14 saal ke bacche night out kar rahe hai,
aur main hoon ki ek chhoti si day out ki permission ke liye bhi struggle kar rahi hoon!
Sab apne plans bana rahe hai, maze kar rahe hai, aur main bas yahan intezaar kar rahi hoon.
Aisa lagta ha
See More
12 replies6 likes
Sahil Ansari
bada business aasan ... • 2m
hi everyone aap aur me bhi ye soch kar iss platform par aaye the ki yaha hame apne bussiness idea par funding milegi magar aisa nahi hum log kitne wishwas ke sath apna idea yaha sabhi logo se share karte h jabki iss platform par idea holder zyada h i
See More
0 replies1 like
Product Singh
Let Me Explode • 1m
Product roadmap ek Indian startup ki shaadi ki list jaisa hota hai—sabko apni pasand ka item chahiye, budget tight hai, aur execution ka time kal ka hai!
Founder: “Bhai, ekdum game-changing hona chahiye, AI, blockchain, Web3 sab daal do!”
Investor: