There is an official website by the Indian government that offers excellent resources to learn technical skills such as:
- Solar Technician
- Electrician
- Animation artist
- Computer hardware repairing
- Refrigerator and AC repairing
- And more!
Par sir technical skills youtube video aur ebook padhke seekh jaiyega? Sabka model aur andar ka part aur system alag na hota hai. Aur hum maan lijiye seekh bhi Gaye, fir job kaha khoje Jake? Ki ye skill apply karne ke liye bhi koi official site hai?
hamari company nai website kai sath sath ab app bhi bna liya hai.
app ki development almost 80% complete ho gye hai or 2 month mai app playstore pr bhi aya jaiyega
hamne ye saab zero cost mai kiya
because website and aap maine khud bnaiya hai at a
See More
3 replies1 like
Arjun yadav
Stealth • 6d
Bharat mein ab tak YouTube ka aur Facebook ka koi bhi alternate Nahin hai agar logon ka Sahyog mile to ham Youtube aur Facebook ka competitor lekar a sakte hain ki competition hona ek desh ko bahut jaruri hai kyunki ham Youtube aur Facebook per bahut
See More
3 replies3 likes
Arjun yadav
Stealth • 4d
Maine health care services ka ek business shuru Kiya hai jiske liye mujhe help ki jarurat hai jo bhi Sathi help karna chahie vahan se jud sakta hai partner banke bhi aur ek investor ke taur Peru
0 replies1 like
Payal Manghnani
Stealth • 3m
Yaar, 12-14 saal ke bacche night out kar rahe hai,
aur main hoon ki ek chhoti si day out ki permission ke liye bhi struggle kar rahi hoon!
Sab apne plans bana rahe hai, maze kar rahe hai, aur main bas yahan intezaar kar rahi hoon.
Aisa lagta ha
See More
12 replies5 likes
Arjun yadav
Stealth • 6d
doston Maine health home care service shuru Kiya hai ab mujhe ek aise partner ki jarurat hai jo thoda funding bhi kar de aur marketing mein Mera Sahyog bhi kar de hospitalon se thoda sampark sadhne mein bhi Sahyog ho jaaye
2 replies
Shamsuddin Hamdule
Stealth • 1m
Arre arre, kya business karne chale, wo bhi bina website ke?
Aaj kal sab online hai, bhai!
Aapke competitors toh web pe full swing mein hai, aur aap... ab tak offline?
Kya, website banana nahi aati?
Chinta mat karo – hum hai na!
Aajao, banadunga – w
Aaj ke zamanay mein, fashion sirf trendy aur stylish hone se zyada, responsible aur eco-friendly hone ka bhi trend bana hai. Sustainable Fashion ne apne aap ko ek aise movement ke roop mein sthapit kiya hai jo na sirf environment ko bacha raha hai, b
See More
0 replies4 likes
Arjun yadav
Stealth • 19d
Bharat ko China ki tarah kam karna chahie Jaise Bharat mein YouTube Facebook Twitter ke sabse jyada user Indian hai lekin vahin China ne ine sabhi appo ke competitor ko lakar inki hawa kharab kar rakhi hai aise hi Bharat mein bhi YouTube ka competiti
See More
6 replies3 likes
paper raj
Stealth • 2m
i have a idea uar maine excute bhi karna start kar diya hai
mujhe abhi funding ki need hai jisse mai apna business aage badha paau fully digital aur samaj mai badlaw lane ko leke yah kaam hai aur income ki gaurante hai
any invester interested