Koi ek aisa startup idea kholo bhai..
Jo ham traffic se hamari bike ya car leke ghar ko ayae ..
mai chala jaunga paidal
suna hai china me hai ye lekin sach hai ya nahi pata nahi
Bhai mujhe nhi pata ki ek CEO kaise bante hai or unke ky kam hote hai.
ky mai yaha CEO ya entrepreneur
ban skta hu.
mujhe nhi pata ky kahu isliye jo man thaa mai ne likh diya koi kuch ispe bata toh acha rahegaaa