me apne startup idea ko public me bhi kafi baar show kar chuki hu bohot achha response aaya hai per fir bhi mere pass budget nahi ki me usko thoda sa bhi start karu because ek website ki hi cost arround 40k hai
to bina website ke oprate karna mushk
See More
11 replies5 likes
hardik dudhoria
Feels like homemade ... • 16d
Abhi Tak tho viral bhi nahi hua and online orders bhi nahi aaya 🫠 sirf retail store Mai chal rha hai
Koi na sirf one month hua online aur try Karunga
0 replies3 likes
Sahil Ansari
bada business aasan ... • 3m
kisi ke hath me koi jadui chirag nahi hota sab kuch khud karna hota h me bhi iss app par funding hogi ye soch aaya tha magar logo par idea to h magar funding nahi to ye bearier bhi apni himmat se todiye agar ik rasta dhikhe diya h to aage Manzil bhi
See More
8 replies1 like
Akash Jain
Real Estate Solopren... • 2m
startup bahut mushkil hota hai yaar sahi mein maja aata hai lekin paise nahi aur sabse gaaliyan khani padti hai
Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
0 replies8 likes
Sahil Bagwan
Building Something • 7m
Bahut sare aese startups hote h jo pesa nhi kmate h or suru me koi proper plan bhi nahi hota h, lekin fir bhi unko bdi bdi funding mil jati hai.
Kese?
Investors ko Kiya bolte h investment lete time?
1kg paneer laya 480Rs ka
Dost gaali de rahe hai utne me to 2.5kg chicken 🍗 aa jata
2-3 din tak aaram se bana ke khate maja bhi aata
Aur sach me chicken itna sasta ho gaya hai kya yrr
Veg se achha to chicken hi khaye fir protein hi protein
To fu
See More
2 replies3 likes
Rohan Saha
complicated Investor • 2m
NSE500 kaa heatmap hai ya fir bloodbath after Covid aisa seen indian market me deakhne ko nahi mila hai...