Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.
0 replies8 likes
Mahendra Lochhab
Stealth • 6m
Guy's startup sirf technology se related product mein hi shuru karne ki jaroorat nhi hoti aap traditional businesses mein bhi startup shuru kar sakte hai.
0 replies2 likes
Hemant Prajapati
•
Techsaga Corporations • 14d
Kya Startup me invest karne ke liye koi app hai ??
Bachpan me june-july khatam hone se pehele holiday homework khatam karne ka pressure tha.
Ab ITR file karne ka pressure hai.
3 replies6 likes
Harsh Gupta
Stealth • 6m
Achi quality me match dekhne ke liye jio cinema pe aaya tha lekin bhul gya tha yha to aakash chopra commentary krte hai .😑
5 replies3 likes
Sahil Bagwan
Stealth • 3m
Is photo me dekhiye niche Jo send button aa rha h vo mere mobile kr navigation buttons ke niche aa rha h to muje send button press krne me problem hoti h, bar bar mobile kr navigation buttons press ho jate h
@medial
0 replies1 like
Lokesh Kumar 4-Yr B.Tech.: Civil Engg., IIT(BHU)
Stealth • 5m
Hello friends
Mai aak collage student hu aur har collage student ki tarah mujhe bhi thode paise save karne hai aapne collage ki vacation me ghumne ke liye aur aapna aak chota sa starup ke liye but mere sath problem ye hai ki mai ise agr aapne accoun
See More
0 replies1 like
Zuny Khan
Stealth • 2m
With example samjhte hai....
Me ek aise pendent ki baat kr rahi hu jise girls as jewellery use kr saqti hai.... Jo upar se to stone dikhega lekin usme .. notification chip jo hamari location nearest police station or apne parijano ko dega ...
Halaki
to day I have 1 more idea 💡
it is a commision work
ham log Sadi eco friendly decoration
karna chahte hai lekin koi bhi iska decorator milta nahi hame bas iske liye ek team banani hogi jo sab arange karke
pura decoration kar de aur hame apna vebsi
See More
0 replies3 likes
Amanat Prakash
Stealth • 2m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email