So my startup idea is tuitionveda which helps students in finding tuitions according to there need our platform help students in finding Home tuition, coaching institute near them , courses, online batches and e books
But when I tell people about my
idea h lekin start kese kru?
phle app banau ya website ya kuch or?
4 replies3 likes
Mrigendra
Stealth • 1m
Exam ke baad dost ne pucha:- Paper kaisa tha?’
Maine bola:- Dil toh tod diya usne, par haan… question paper bohot acha tha!
0 replies3 likes
Snehil Gupta
Stealth • 3m
Ek cheez aur mujhe kuch log chaiye jo social media marketing mai interested ho ya saath mai start karna chahte hai
1 replies3 likes
Raja Bhai
Stealth • 5m
Koi batayega hota kya hi is app me kaise kya krna hi jaise add dekha tha vaise kuch to ni lg rha hi ki koi kisi ke idea me funding ya investment krta hoga
1 replies2 likes
The Jatroph
Stealth • 5m
Hii Guys
Aap logo ka StartUps
Kaisa jaa raha hai..
Kuch Alag & Naya Sikhne ko mila
Agar hai To
Hamare Sath bhi Share Karna
Banta hai...
mi ek machnic hu mai ek grazz kholna chaha tha hu jisme car ki har kam kiya ja skta hai ek app se mujhe phle ek aisi app bnnana hoga jo kam paise me jadda kam kar ske
2 replies3 likes
Aditya Sahu
Stealth • 1m
kya koi founder Mera doubt clear kar dega kya pls ki suppose agar maine 100cr valuation pe 1 cr fund raise Kiya exchange of 1% equity tu mere company ka profit bhi mujhe iss investor ke sath share karna hoga kya ya Mai uss profit ko company ki growth
See More
6 replies1 like
Arush sage
Stealth • 1m
agar mai BA. pass hu or muje naukri se nafrat hai to mai apna fast food ka business kr lu kya .
muje sarm Ani chahiye ya nahi
yaha tak ki maine BA top kia hai 87% percentage se
kisi ke hath me koi jadui chirag nahi hota sab kuch khud karna hota h me bhi iss app par funding hogi ye soch aaya tha magar logo par idea to h magar funding nahi to ye bearier bhi apni himmat se todiye agar ik rasta dhikhe diya h to aage Manzil bhi