main vegetables ka business kar raha hun vegetable fund ki problem ho rahi hai koi Agar fund kar sake to is business Ko Main bahut Achcha Gro kar sakta hun please reply me 8287518554
My Dream...main apne optical ko itna bada karna chahta hu koi help kar sakta h kya?
0 replies3 likes
RD Raj
Lion group • 3m
koi bhi mere se finance ki sahayata le sakta hai main uske business ko aur aage badhunga main thekedar hun ghar mein paise Hain koi dikkat nahin hai main sabke business ka badha sakta hun
mai Fresh Mart karkai ek app banya hai avi uspi acha review hai agar aap funding karenge to achcha hoga aap log I hai thoda funding kijiye thoda help kijiye thoda madad kijiye to main yah banaa sakta hun aur bada kar sakta hun bada school mein kam ka
Itne startup ho rhe, i feel so lost ki main kuch nai kar paa rha
Mujhe samajh hi nai aa raha ki motivation lu ya demotivation, Just a lonely feeling, kya kru kaise kru samjh nai aa rha!
Dusre log zyada successful ho rhe ya main peche reh gya hun?
Mera naam jatin jaiswal hai main chhattisgarh ke katghora se belong karta hun & mera family ek lover middle class family hai so mere paas ek behtarin business plan hote huye bhi main kuch nahin kar pa rha esliye main chahta hun ki jo mere plan ke bar
Mera yah Chhota sa business hai aur main isko bada karna chahta hun lekin mere pass financial problem hai agar koi bhai Mujhe financial support kar sakta hai to mujhse contact Karen
2 replies2 likes
Vinay sharma
H • 1m
new business startup my projector
kuchh kamiyan Ho Gai thi isliye main apna startup nahin kar Paya .
mere ko fund ki avashyakta hai ab Main apni Pramod banana chahta hun dobara.
6306014049
VINAY SHARMA
Main Apne project mein 5 sal se badh kar raha
See More
0 replies2 likes
JYOTI AGARBATTI
Ghar Ghar ki pasand • 8m
main ek company start kar raha hun jiska Naam hai Jyoti agarbatti Maine graphic design sa banvaya hai kya aap logon Ko yah design Sahi lag raha hai kisne kuchh changes karaun