Do hi log kabhi bhi safalta paa sakte hai . Ek to Ekdam garib , Ekdam Nicha . And dusra Ekdam Paise wala, Ekdam Uncha .
Kyu pata hai ?
Kyunki inko kahene wala, inke baare me batein karne wala koi nahi hota . Ye jo bhi karte hai sub PLUS me hi hota
See More
5 replies5 likes
Vagle
Hakuna matataย โขย 23d
bhai kuch aur bhi reply karlo ๐ , meaningful replies bole hai niket bhai ne , ye sirf mere post haha hehe karne se nahi chalta ๐
ntg personal , accha lagta hai aap sab ko mere memes pe khush hote hue
and btw 3 hi emojis kyu...
bhai ye is platform pe itne enterpreneurs hai !
koi to full staxk ki job dedo
ye equity kya hota hai jab aapki compaby hi registered nai to
2 replies4 likes
Blogging Org
Let's talkย โขย 4m
Bahut saare log Dm karke apne startup me upvote karne ki request kar rhe hai.
ye sab kya hai aap logo me se kisi ko detail me pta hai???
2 replies2 likes
Aditya Sahu
Big thinking always ...ย โขย 3m
agar app road pe dekho tu ek baat bahut common dikhti hai ki saam me most of the cars me sirf 1 hi person hai hu sakta hai hu office se ghar lekin sochne wali baat ye hai ki traffic lag jata hai jab vo har ek person apni apni personal car leke nikalt
See More
5 replies5 likes
Sahil Bagwan
Learning New Thingsย โขย 5m
New Business Idea๐ก
Content creation bahut bad rha h or bahut sare youtubers ab bade level par content bna rha h
Aese me in creators ko ek achi team chahiye hoti h jo inke content creation me help kar ske jese script writers, thumbnail designer, e
Arre arre, kya business karne chale, wo bhi bina website ke?
Aaj kal sab online hai, bhai!
Aapke competitors toh web pe full swing mein hai, aur aap... ab tak offline?
Kya, website banana nahi aati?
Chinta mat karo โ hum hai na!
Aajao, banadunga โ w
See More
0 replies4 likes
Aditya Sahu
Big thinking always ...ย โขย 3m
carbonated drinks pe gst hai 40% 28% gst and 12% cess and isme 28% ko 35% karne ka soch rhi hai government mai ek startup start karne ka soch raha tha drinks me jo ye tha ki mai mocktail ki 20 rs ki bottle per consumers ko dena ka soch raha tha lekin