Main ek phase se guzar raha hoon jahan mujhe clarity ki sakht zarurat hai. AI ke rapid growth ke zamane mein, mujhe samajh nahi aa raha ki kis skill ya domain par focus karun — aur kaise ek stable earning path create karun.
Mainne pichle kuch saal m
Bhai mujhe nhi pata ki ek CEO kaise bante hai or unke ky kam hote hai.
ky mai yaha CEO ya entrepreneur
ban skta hu.
mujhe nhi pata ky kahu isliye jo man thaa mai ne likh diya koi kuch ispe bata toh acha rahegaaa
Mai jaldi hi Policy Bazaar ko takkar dene vali company ki suruat karne ja raha hu.
bohot din se achhe or capable logo ki talas me tha but bot time kharab ho gaya hai... fir bhi kuchh janane valo logo k sath start karne ja raha hu...Bohot hi achha id
Etne din ye platform use karne ke bad mereko pata chal raha he ki me yeha pe Email, phone number kuch update hi nahi sakta.... Or mereko yad vi nahi mene account banaya kisea tha 😵😵😵😐
muje jada english to nahi aati h but mene apne jivan me yee dekha h ki. jada se jada loog ajj. 80%boys 18year se 27years tak job ki koshish kar raye h but vo apne gar pee thik se padai nahi kar pate h. jiske liye voo library me jate h but libr
mai ek fan banana chahta hu jo mere pasa idia bhi hai
jisase kam kharche par aircooling ka kam karega
usme koi chemical use nahi hoga sirf mechanism ki kamal hoga
koi interprenur ho to samparka kare
Median ke employees sab logo ko follow q kar rahe hai pehle to mujhe laga ki un bando ne mujhe follow Kiya hai genuinely lekin jab mai mene unke followers ki following check ki to mujhe pata laga ki ye bande to sabko hee follow kar rahe hai
SEBI employees have written a poem in their official complaint against the management.
Madam buri hai ya nahi, ye to nahi pata - ye pata hai ki unka waqt bura chal raha hai.