WTFFFF... 🤮🤮 is Eloelo app..
Sab log maa behen ki gali de rahe hai..
💩💩 app... Dangerous app hai ye 😂😂😂 saw the news k iss ko 22$ million dollars ki funding mili hai, aisa kya hai isme so I downloaded ..alag he mahol hai yaha pe. Sab log v
Sometimes I just think..
Yaar last year khatam hone wala h and abhi tak koi preparation nhi h..
College ke bad ghar job na milne par ghar me kya kahenge...
Aisa situation aur kon face kar rha h batao. Yar fir Seniors kuch tips dijiye aap log ka
Itne startup ho rhe, i feel so lost ki main kuch nai kar paa rha
Mujhe samajh hi nai aa raha ki motivation lu ya demotivation, Just a lonely feeling, kya kru kaise kru samjh nai aa rha!
Dusre log zyada successful ho rhe ya main peche reh gya hun?
mere pass ek bohot hi aadhunik aur reliable ek technique hai jisse hum 1 saal bohot hi bada manufacturing business kar skte hai me jaanta ho humare 142 core jansankhya ka Desh Hai hai usme se sirf 5 %hi reach insaan hai 95% middle class or usse ni
See More
1 replies2 likes
Arjun yadav
Stealth • 23d
main YouTube ka computer Lana chahta hun uske liye mujhe sabse jyada paisa ki jarurat hai computer khada karna aur India duniya ka largest social media consumer Desh ban chuka hai to iske liye sabse jaruri hai ki ham India ka Aisa video platform shur
See More
5 replies2 likes
Tuka Bende
Stealth • 3m
City mai sab log pa ket ka dudh khate hai. Jaise ki amul, mahananda. Packet ka dudh sehat ke liye hanikarak hai. Kyun ki us dudh mai milavat hoti hai jaise ki costic soda, melamine, urea, sugar, ya fir dudh hi duplicate hota hai.
So my idea is:- hu
See More
11 replies8 likes
Sunny Poddar
Stealth • 5m
Hello everyone....aapki ek help chahiye thi...if possible please guide me.....meri company jo ki healthcare mai hai try kar rhi hai hospital lab and pharmacy ko connect karne ka aur aisa platform jo ki sbhi ke liye useful ho banane ka.....but the pro
See More
8 replies10 likes
Ubo Claim
Stealth • 11d
Jaisa ki Ham Sab Jante Hain India ki Abadi 140 karod hai aur Har Ghar Mein AC fridge washing machine geyser paint plumber atyadhi ki jarurat hoti hai repairing ki To Ham Apna Ek application banate hain jismein Ham yah service Rakhenge home appliance
See More
5 replies1 like
Harsh Gupta
Stealth • 9m
I brainstormed an idea to minimise RTO (Return To Origin) .
(I am taking example of Apparel brand)
My idea is ......
Ham soche Hai Ki , ham customers ko ek facility dete Hai jisme purchased product ke 6 ya 12 months baad woo chahe tho hamre offline