😑Esko pata nhi ha jack ma ke sath kya hua tha , jada political Banega peel diya jayega ....apne aap ko State se bada jisne samjha usko sabak mila
2 replies6 likes
Magic finger Services
Stealth • 2m
start-up ke liye NRI SE fund leneka kya process hai bata sakta hai koi
0 replies7 likes
Rohan Saha
Stealth • 8m
Indmoney ne mere ko har jage se ignore kar diya qq ki unke pass koyi jabab nahi he to me esko kya samju..me jit geya ya fir mene chor diya ???
aise SEBI me complain kiya he mene..
1 replies7 likes
Himesh Jain
Stealth • 4m
Bhai tamatar ka price 80 rs ho gya phr se 200 tak ja skta h koi app h kya jha se tamatar ke stocks milte ho 😂😂
4 replies9 likes
Vishhal Pawar
Stealth • 3m
Niket bhaiya aplog sote nhi ho kya ??🙄
I loved one more thing about this platform is that founders khud reply krte hai 🫡
Hn hn backend me baith ke😮💨
(Kya matlab upr wala sab dekh rha hai)
3 replies8 likes
Sanjay Kumar
Stealth • 26d
films director ke liye paise ke liye koi tension nahi ab public films investment aap me investment kregi aur films jo earn kregi. jo public investment ki hogi. us hisba se. para unko plus krkr diya jayag in english
kise bhi business ke selling badane ke liye product ka price kam or quality achi karni hogi aap ek product se 5℅ tak hi kamay jyada kamane ki chakkar mein na rahe isse kya hoga aapka product jyada sell hoga or aap jyada kamay ge thanks.
0 replies1 like
vinay sindhu
Stealth • 3m
My business story...
Cloth brand 2017 mane clothes manufacturing start Kari thi or 24 March 2020 ko lockdown 🔐 me sab kharab kar diya lockdown dun bad fir 1.5years kat try kara Kam chalu ho jae but gorvt ne shadi 50 ki hi gathering chhot di thi or
🌚Abe yarr Mera 94 lac ka loss Ho gaya Abe tum log Amazon se saman nhi lete kya
👽Mera dimag kharabh ho jayega me maa .....
Amma behen pe aa jaunga , inki Amma behen pe aa jaunga meeeeeeeeeee 💀
6 replies5 likes
Harsh Gupta
Stealth • 7m
I brainstormed an idea to minimise RTO (Return To Origin) .
(I am taking example of Apparel brand)
My idea is ......
Ham soche Hai Ki , ham customers ko ek facility dete Hai jisme purchased product ke 6 ya 12 months baad woo chahe tho hamre offline