India mein Crypto influencers ka bhi gazab hai.
Pehle scammer bolo ek doosre ko phir ek doosre ka interview lo...
Matlab chal kya raha hai??
1 replies5 likes
Tushar Aher Patil
Stealth • 6m
Elon musk ke China visit ka India pe koi effect hoga?? What's your thoughts 🤔💭
3 replies6 likes
Vipin Yaduvanshi
Stealth • 1m
ma ek app bana chata hu jisma sabhi logo ka ghar ma space rheta h to ek din ya night stay room ka liya charge kar sakta h or us room ma sirf fan or gadda or room clean hona chiya or app hamra app par price likh sakta h. or bhot tourist ki stay proble
See More
7 replies3 likes
Rishabh Verma
Stealth • 5m
Let's learn From Their Failures
1. Steve Jobs
1985 mein Steve Jobs ko Apple se nikal diya gaya tha, jo unhone co-found ki thi.
2. Jeff Bezos
Amazon ke early days mein, Bezos ne kai projects launch kiye, jaise Fire Phone, jo bilkul flop ho gaya.
Kya saab khane aur dawaio per GST lagate ho aur Ecommerce se darate ho, chhhh
Netagiri samjh rahe hai dukaan walo ka vote mangta hai tumko, ya fir Jiomart/trend/zudio wala kuch bola?
0 replies2 likes
Bharat Bus
Stealth • 29d
Diesel Vehicles vs. Electric Vehicles: Global Warming Ka Hal
Global warming ek vishal samasya hai jo hamare paryavaran ko prabhavit kar rahi hai. Diesel vehicles ke istemal se carbon dioxide aur anya ghasiye padarthon ka utpadaan hota hai, jo vayu p
See More
3 replies4 likes
Ankit Dubey
Stealth • 8m
Some tech Influencers be like:
Meri Ek taang nakli hai, Mai hockey ka bohoth bada khiladi tha.
Ek din Uday bhai ko meri kisi baat pe gussa aagaya aur mere he hockey se meri taang ke do tukde kar diye.
Lekin fir mujhe pata chala Staler Academy ka .
See More
8 replies14 likes
Bijay
Stealth • 5m
Skillhub ka vision hai ek aisa platform banane ka jo users ko various skills seekhne aur develop karne mein madad kare. Yeh platform ek bridge banayega between learners aur experts, jisse users apne areas of interest mein skills improve kar sakein. S
See More
4 replies7 likes
mohammed sikandar Ali
Stealth • 2m
Aaj main aapke saamne ek business idea pesh karna chahta hoon jo na sirf profitable hai, balki environment ke liye bhi beneficial hai.
Mera idea hai **‘Eco-Friendly Packaging Solutions’**. Yeh ek startup hoga jo businesses ko biodegradable aur reusab
See More
1 replies5 likes
Sergio Maqarina
Stealth • 7m
Kitna achha rahega ek startup Jo paise lekar kisi ke liye market research and analysis kare....aur aage expand me Research and development ka bhi kaam kare as a subscription model..