labour provide app bhi kafi useful ho sakta hai iske liye Kai prakar ke condition lagu karne padenge labour provide app jaise ki Ghar ki marmmat ya FIR randomly liver urgent labour part time lever full time labour essay majdur community Ko bhi fayda
Mai ek startup karna charaha hu construction material ka aap ghar se har chiz apni pasand ki dukan se order karsakte ho
Mujhe review chahiye ke ye chalegha ya nahi
koi bhi mere se finance ki sahayata le sakta hai main uske business ko aur aage badhunga main thekedar hun ghar mein paise Hain koi dikkat nahin hai main sabke business ka badha sakta hun
Groceries at your Gaon’s Gali!
Ab market jaane ki zarurat nahi. Quipic laaya hai sabzi, rashan aur zaruri saman seedha aapke ghar tak – bas ek call par!
Support local | Save time | Empower Bharat
#Quipic #RuralDelivery #GaonKiSeva #BharatBadalRahaHai
My idea ye he ki hame har area me ik agent ko rakhna chaiye jo Flipkart Amazon jaise parcel uske dhukan ya Ghar me rakh sakhe
Or jo oder Kiya he oh vaha Jake apana parcel collect kar sakhe
Problem - online Ecommerce aane se local market bahut gandi tara se crush ho chuka ha.
💡Know is time to digitise local shop owner
User agar online order krta hai toh ussko Delivery charges dena padhta, quality issue hoote hai product ha, ghar tk a
Ab switch ki zarurat khatam! ARIS ke saath har room banega smart – auto ON/OFF, AI-based comfort aur ek hi device se pura ghar control. Convenience, style aur technology – sab ek saath!
#aris #smartliving #smarthome #automation #futurehomes #homein