Kya matlab Billion dollar ki valuation hai🤧
(Sabko mauka milega gaali Dene ka ek ek karke comment karna!)
4 replies11 likes
abdul muzammil
Stealth • 3m
Mai ek startup karna charaha hu construction material ka aap ghar se har chiz apni pasand ki dukan se order karsakte ho
Mujhe review chahiye ke ye chalegha ya nahi
hey guys I have an idea
kya mai home care products ka business kr sakta hu
app logo ko kya lgta h tell me
4 replies3 likes
AK Ali Shaikh
Stealth • 2m
ek Aisa shopping ap
.
jisse har chij ka Samadhan hai
.
vah chij mere pass hai
.
ek unique idea
.
Jo Flipkart Amazon meshow
.
Jaise aapko piche chhod dena
.
comment me aapke bare mein jaane ke liye
5 replies6 likes
Rohan Saha
Stealth • 9m
Indmoney ne mere ko har jage se ignore kar diya qq ki unke pass koyi jabab nahi he to me esko kya samju..me jit geya ya fir mene chor diya ???
aise SEBI me complain kiya he mene..
1 replies7 likes
Aman Agrawal
Stealth • 2m
Consistency is Key:-
Regular practice se hi success milti hai. Rozana thoda effort karo aur bada result milega. Chhote chhote kadam uthao, par rukna mat. Har din ek nayi shuruaat karo aur apne goals ki taraf steadily badhte raho. Consistency se hi
Bahi kuch din phele muje 1 network marketing wala mila aur bola agr aap scheme me 2100 invest kroge to apke niche 5 bande add honge to 5$ milega aapko aur 5 bando k baad jo add hoga to 1 bande ka 1$ milega
Tumhre kya opinion h ye paise kse kamte hong
See More
0 replies9 likes
Akshay Tomar
Stealth • 1m
agar ek platform Banaya jaye jah par sirf competitive exams ke doubt solve ho like ssc jee neet upsc all types of exams to kya lagta ha ap sabko kya ye chal sakta ha is tarah ka idea please 🙏 give general feedback
7 replies2 likes
Lokesh Kumar 4-Yr B.Tech.: Civil Engg., IIT(BHU)
Stealth • 5m
Hello friends
Mai aak collage student hu aur har collage student ki tarah mujhe bhi thode paise save karne hai aapne collage ki vacation me ghumne ke liye aur aapna aak chota sa starup ke liye but mere sath problem ye hai ki mai ise agr aapne accoun
See More
0 replies1 like
Amanat Prakash
Stealth • 2m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email